Google लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Google लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Google Adsense Text Link Ads Kaise Banaye

Google Adsense Text Link Ads Kaise Banaye
"Adsense Link AD Kaise Kanaye" Hello friends aj ham janege Adsense Par Link Ads Kaise Banaye Or Kaise Use Kare Link Ads Create karna bhaut ashan hai  adsense platform ko Publisher Google ke liye hi banaya gaya hai or Advertiser ke liye Adwords ko adsense me ham Different Types  ke AD bana sakte hai par bhut sare new publisher in ad units ke bare me pata nahi hota ya fir unhe create karna nahi ata islye  hamne dekha social media or bog,youtube comments me sabhi log puchte hai Google Adsense Text Link Ads Kaise Banaye agr hamare kishi user ka bhi yahi sawal hai to is post ko ache se read kare ham apko step by steps puri jankari dene wale hai sath hi ham janege link ad use karne ke fayde or best size and placement for blogger,wordpress jin user ko pata nahi hai adsense kya hai wo ye post read kare adsense account kaise banaye step by steps puri jankari di gai hai jinke pas account hai or jana cahte hai blog,website par adsense ad kaise lagaye wo ye read kare 

adsense link ads kaise banaye,how to create adsense link ad,how do i create taxt ads in adsense in hindi
*google adsense account kaise banaye

Google Adsense Text Link Ads Use Karne Ke Fayde 

Google Text Link Ads use karne se ctr or cpc par bhut ashar parta hai agr apke blog ki click through rate kam hai to ham apko recommended karenge google text link ads ko blog ke right place par lagane se apki cpc bhi increase hogi aise to google ke sabhi units fast loading hai par text hone ke karan ye jaldi loading le leta hai


Google Adsense Text Link Ads Kaise Banaye

  • sabse pahle adsense account login kare
  • my ads par tap kare
  • ad units par tap kare
  • +new ad unit par tap kare
  • text & display ads select kare

adsense link ads kaise banaye,how to create adsense link ad,how do i create taxt ads in adsense in hindi
*google adsense me bank account link kaise kare
  • name likhe
  • ad size ad size responsive rakhe
  • showing par tap kar link ads choose kare
  • text ad style set kare 
  • custom channels create kare
  • save and get code button par tap kare
  • ab apke pas jo code aye hai use blogger blog ke html/java script me add karna hai 

kuch der me apke blog par text link ad show hone lagega
Note-responsive ad hi create kare jise mobile or desktop me ache show kare 
adsense link ads kaise banaye,how to create adsense link ad,how do i create taxt ads in adsense in hindi
*adsense ads blogger blog me kaise lagaye

Blogger Blog Par Adsense Text Link Ads Kaise Lagaye

  • sabse pahle blogger open kare
  • layout me jaye
  • add a gadget par tap kare
  • html/java script choose kare
  • code ko paste kare
  • save kare


dosto ye thi Adsense Par Link Ads Create Karne Ki Puri Jankari umeed hai apke liye helpfull rahegi agar koi sawal ho to comment kar jarur puche or thoda samay nikal kar post social media par share jarur kare thanks jai hind

Read More

Blogger Custom Domain Me Https Kaise On Kare

Blogger Custom Domain Me Https Kaise On Kare
Ssl Certificates For Blogger Blogs With Custom Domains Hello friends agr apka blog blogspot par hai to is post ko ache se read kare hum apko important jankari dene wale hai blogger user ke liye hai bhut badi khus khabri ab Blogger Custom Domain Me Https Enable kar sakte hai wo  "Free Ssl Certificate For Blogger" ise pahle HTTPS ko sirf blogspot subdomain use ke liye free tha par kuch dino pahle google ne announcement kiya hai  ki ab google search secure domain ko jyada prioriy degi google ab visiters ko secure site visit karana cahta hai agr koi visitor chrome browser se apki site par visit karega to use encrypted connection show hoga june 2018 se pahle apne blogger blog https enable kare warna search engine apki site  down ho jayegi blogspot par apne blog ssl certificates bhut ashan hai 


Blogger Custom Domain Me Https Kaise On Kare

blogspot platform humesa se humare liye bhut aashan rha hai or https ko enable karna bhi bhut aashan hai blogger par ab hum  Custom Domain ke sath https  free me on kar sakte hai or apni site secure bana sakte hai ise pahle ssl certificates hume buy karna parta tha agr ap koi or platform use karte hai to Cloudflare Se Free Ssl le sakte hai 


#Blogger HTTPS Custom Domain


https for costom domains is now available on your blog.to try out,visit HTTPS settings
1 step-blogger dashboard -par apko blogspot ki traf se notification  milega jaise humne apko uper bataya hai ap https settings par tap kar page par ja sakte hai
ya fir 
2-step-setings basic page me jaye

3 step-HTTPS Availability ke samne apko no ka buton dikhega use yes kare
HTTPS Availability is being processed 
page  refresh  hoga thode time wait kare
4 step-HTTPS Redirects button ko bhi yes kare 
page  refresh  hoga thode time wait kare
congratulations apne successfully Blogger blog Custom Domain Me Https enable kar liya hai

Note-apne apne domain ko http se https par Redirect kar diya iske karan apke site par koi error nahi ayega par ab apko sabhi webmaster tools par apne blog ko fir se  submit karna hoga sath sitemap bhi banan parega HTTPSadd karne par apke blog ki traffic kam nahi hogi na apke  ssl certificates for blogger blogs with custom domains karna aj humne sikha umeed hai apko sare steps samajh aa gaye hai agr apko koi dika aye to hum hume facebook par message kar puch sakte hai hum apki puri help karenge ye jankari dusre logo tak pahunche isliye is post ko jyada se jyada share kare thanks
Jai Hind
Read More

Google Ko Sab Pata Hai #Google My Activity

Google Ko Sab Pata Hai #Google My Activity
Google Apke Bare Me Kya Janta Hai kya Google Ko Sab Pata Hai Hello dosto ap sabhi log google search ka use bhi karte honge or google kya hai or google ko kisne banaya ye bhi jante honge par aj hum jange ki google apke bare me kya janta hai ji ha friends google humpe najar rakhta hai ab apke man me ye sawal hoga ki najar kaise rakhta hai to is post ko pura read kariye me thota google history me jakar apko dtails batata hun google internet ka pahla search engine nahi hai ise pahle bing,yahoo,yandex search engine internet par the par jab google aya to internet kranti saru hui or sabhi search engine ko pachad kar age badh gaya iske bad company ne or bhi bhut sare product banaye jaise khud ka chrome browser,android system,gmail,gmae,movies,play sore alo chat  etc.. bhut sare product launch kiye ab ap sab log ye soch rahe honge me ye sab kiu bata raha hun to me apko ye batana cahta hun ki hum khud kaise apna data google ko dete hai 


Google Ko Sab Pata Hai #Google My Activity

jaise ki humne apko bataya google ke bhut sare product hai jinhe hum daily use karte hai hum unke bina rah nahi sakte hai kuch log browser history delete karke ye sochte hai ki unhone jo search kiya tha wo delete ho gaya par jo search engine me apne search kiya uski history to my google activity me save hoti hai jo bhi data save hota hai uske bare me hume pahle hi bata diya jata hai par bhut sare logo ko iske bare me pata nahi or kuch log to ye mante hai ki humri information lekar kya kar lega jo aisa mante hai wo ye post jarur read kare jise apko pata chlega ki kya kya save hota hai or ise apko kya faida or nuksan hai 

Google Apke Bare Me Kya Janta Hai

my google activity me jakar hum jan sakte hai google humare bare me kya kya janta hai chliye jante hai
1-sabse pahle My Activity page par jaye 
2-agr apka gmail login nahi hai to kar le
ab apke samne jo page khula hai usme sabse uper sabhi product hai jaha se apka data liya jata hai
Android,Android System,and more me jane par apko pata chlega ki apne apne mobile me konsa ap kab use kiya wo bhi time ke sath 
Google.com-search history jo bhi apne find kiya tha sabhi keyword yaha apko mil jayenge wo bhi time ke sah jo log ye sochte hai browser se delete karne ke bad delete ho gaya hai to wo is page par dekh sakte hai

Whatsapp Massenger -wese to whatsapp google ka product nahi hai par android system hone ke karan wo apki har activity save karta hai
Youtube -youtube par bhi jo videos ap whatch karte hai wo sab google ko pata hai cahe ap youtube history se delete kar de
Google Map-ap kaha ja rahe ho ya kaha jane ki planing kr rae hai wo sab pta hai my activity map me jakar ap ye dekh sakte hai ab kab kha kha gaye location apko mil jayegi

Ye Bhi Padhe-
◾youtube channel delete kiase kare
◾youtube se video delete kaise kare
◾youtube history delete kaise kare

ab apko ye to pata chal gaya google apke bare me kya janta hai ab jan lete hai delete activity kaise are

#Delete Google Activity

◾My Activity
◾Delete Activity page par tap kare
yaha ap by product date daa delete kar sakte hai all slect karne par sabhi activity delete ho jayegi
◾Delete par tap kare
humne apna data clear kaise kare ye to humne jan liya ab activity control karna sikh lete hai

#Activity Control

◾Activity Control page par jaye
yaha ap dekh sakte hai apka konsa data save kiya jata hai yha se manage kar sabhi ko off kar sakte hai
◾web & app off kare
◾location history off kare
◾device information off kare
◾voice & audio off kare
◾youtube search history
◾youtube whatch history off kare

by default yaha sabhi settings on rahti hai ap apne hisab se manage kar sakte hai
my activity me sabhi daa delete karne or control karne ke bad bhi apka data save rahta hai google kabhi bhi apke data ka galat use nahi karti  bas apko behtar service apki jarurat ko dhyan me rakh kar apko ads dikhaye jae hai yahi karan hai ki jab ap google me kuch search karte hai to apko usi se related ads show hote hai hum apko darana nahi cahte hum bas apko alert karna cahte hai ki kuch bhi glat activity na kare kiu ki google ko sab pata hai

dosto ye thi google my activity ki puri jankari umeed hai post me di gai information apko samajh aa gai hai or agr koi apka sawal hai to ap hume comment kar puch sakte hai thoda waqt nikal kar is post ko jyada se jyada share kare thanks Jai Hind
Read More

Google Par Kya Search Nahi Karna Chahiye

Google Par Kya Search Nahi Karna Chahiye
Hello friends aj ham janege Google Par Kya Search Nahi Karna Chahiye,bhul kar bhi na kare ye 4 chije search warna ghar se utha le jayegi police aj ke samay me hamare maan me me koi bhi sawal hota hai ya hame ki product ke bare me janana hota hai to ham sabse pahle use google par search jarur karte hai taki hame uske bare me right information mil sake google no.1 search engine yaha apko sabhi trha ki information mil jayegi par kuch chije apko google par search nahi karni cahiye warna ap musibat me pad sakte hai 4 keyword ke bare me ham aj is post me bat karenge jise apko  ye pata chale kis trha ke word hame search nahi karne hai
bhul kar bhi na kare ye 4 chije search warna ghar se utha le jayegi police

Child P*rn

bhut si country me chote bacho ke satrh rap ched chad or unke sath yon shoshan ki ghatnaye hoti rahti hai is liye lagbhag sabhi country aisi website ko ban kar rakha hai jipe child p*rn content ho isliye ap aise content search na kare warna police ap ko shak ke adhar par andr kar sakti hai

Suicide Karne Ke Asan Tarike

i want to commit suicide aisa kabhi search na kre jo log apne life se har man gaye ya kisi pareshani ke karan suicide karna cahta hai wo aise tips google par khojta hai aise me google apka data police ko de sakta hai kiu ki suicide karna kanunan juram hai to aisa karne se bache

Hathyar & Drags

aisi chije kabi find na kare jo sandhigd ho jaise hathyar & drags cyber crime police aise logo par puri nigrani rakhti hai aise me criminal samjh kar apka  trace ip address cyber crime police de sakta hai kuch logo apna time pas karne ke liye bhi aisa karte hai par ap kabhi aisa na kare warna ap musibat me pad sakte hai

Bimari Ka Haal

agr ap kabhi bimar hote hai to doctor ke pas jaye google par search karke uska ilaj na kare kiu ki google par jo information hai vo khud nahi likhta kuch writer blogger hote hai jo likhte hai aise me ap koi glat dawa le lete hai to apko apni jaan se bhi hat dhona pad sakta hai isliye doctor ke pas jakar apna ilaj karaye  kuch paise bachane ke chakar me na rahe apke paiso se jyada apka svasthya

dosto ye hai 4 wo chije jo google par search nahi karni cahiye or bhi bhut sare points hai agr ye jankari apko pasand ati hai to is topic par 1 or post likhenge is jankari ko facebook,whatsapp par share jarur kare thanks jai hind
Read More