smartphone लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
smartphone लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Top 5 Best Budget Smartphone Under 10000 India

Top 5 Best Budget Smartphone Under 10000 India
"Best Budget Smartphone Under 10,000" Dosto ajkal sabhi Android Smartphone ka use kar rahe aise me jab apko naya phone kharidna (buy) karna hota hai tab apke budget ke andr konsa android mobile ata hai or konsi company apke liye best rahega confused ho jate hai par aj is post me  ham apke liye best Top 10 Best Budget Smartphone Under 10000 India in Hindi ke bare me batane ja raha jinme se kuch smartphone apko online or kuch ofline buy kar sakte hai Nokia,Lenovo,Smasung,Moto,Redmi,mobile ke bare ane wale waqt me ham apko Vivo,Oppo,Micromax, budget android mobile list dene wale hai Best Android Phones Under 10,000 Rupees


Top 5 Best Budget Smartphone Under 10000 India,best budget smartphone under 10000 hindi,best android phones under 10000,best camera phone under 10000 rupees
Best Android Phones Under 10000

Redmi Note 4 (Black 32gd) 3GB Ram

dosto Xiaomi Redmi Note 4 Black color ki price india me 9,999 hai jisme apko 3gb ram,32gb internal memory| expandable upto 128gb,5.5 inch full hd display,13 mp rear,5mp front camera hai iske alawa ime apko miti hai 4100mah li-polymer battery jo ki bhut achi hai qualcomm sanpdragon 625 64-bit octa core 2ghz ka hai processor xiaomi redmi company ke mobile phone pahle the sirf online par ab ofline bhi apne aspas ki shope se kar sakte  hai purchase redmi  ke phone ko india me bhut sharaha ja rha sabhi log xiaomi redmi mobile ko recommended karte hai


Samsung On7 Pro (Black)

Samsung On7 Pro black color 8990rs. price india me hai ye phone sirf online available hai jaise ki apko pata samsung ke smartphone behtrin quality cell phone hai on 7 me apko milta hai  2gb ram |16 gb rom ,128 gb expandable upto 128gb dual sim (micro=micro) 13 mp primary,5,mp front camera,5.5 inch display,android v6.0marsmallow operating system sathme  1.2ghz qualcomm snapdragon quad core processor se less ek behtrin 4G smartphone hai

Nokia 3 (Matte Black, 16Gb) 2Gb Ram

nokia phone hamesa se bhrosemand raha ek quality phone ki umid kar sakte hai pichle kuch time se nokia baki company se pichad gaya par quality ki bat ki jaye to aj 100% de raha hai bat ki jaye nokia 3 ki to ye apke best budget smartphone iski Nokia 3 Price In India 8599rs hai isme apko milta hai 2gb ram|16gb rom|128gb expandable,5 inch hd display,8mprear|8mp front camera,2630mah bettery nokia 4g phone

Lenovo Z1232 Z2 Plus(Black)

india me lenovo phones ko kafi pasand kia ja raha micromax mukable Lenovo Z2 Plus Price In India 9799 rs.is mobile me apko milta hai 3gb ddr4 ram|32gb rom, android v6.0.1 with google now launcher,3500mah bettery,13mp primary|8 front camera 4k video recording dual sim volte & 4g smartphone hai 


Moto E4 Plus (lrron Gray.32Gb) 3Gb Ram
moto ke aye din naye modle launch ho rahe hai Moto E4 bhi budget smartphone hai jisme apko 3gb ram|32 gb rom /128gb upto, 13mp rear and 5mp front camera5000mah polymer battery, media tak processor or android nougat 7.1.1 stock android version ,fornt fingerprint sensor bhi hai iska modle bhi kafi acha hai

Last Word- Nokia,smasung,lenovo,redmi top 5 budget under 10k Mobile list apko de die hai inmese apko jo behtar lage ap usko buy kar sakte hai  Note-ham apko recommended karnge 3gb ram wala phone le taki ap jyda apps instal kar pay 50% android mobile user game (plya) khelne ke liye mobile kharidte hai or hd gmae high mb ke hote hai apko ram ki jarurat hoti hai kam ram hone ke karan apka mobile hang ho sakta hai dosto agar apko aise hi budget smartphone list or cahiye to ap is post ko share kare taki hamara utsha badhe or un logo tak ye info pahuche jinhe iski jarurat hai thanks jai hind

Read More

How To Finance Mobile Phone & Bike | Gold Personal Loans Kaise Le

How To Finance Mobile Phone & Bike | Gold Personal Loans Kaise Le
Hello dosto aj kal sab kuch mobile,electronics items,bike,car or ghar home sab kuch loan par milta hai finance karane ke bad har mahine(month) EMI Pay karni hoti hai  aj ham janenge mobile,bike Finance Kaise Karaye or Gold,Personal Loans kaise le mobile emi par lene liye kya kya documents required hai agar ap bhi loan lene cahte hai to is post ko ache se read kare

How To Finance Mobile Phone And Bike Loan

ofline or online ap mobile phone emi par le sakte hai wo bhi mobile loan 0% interest par 

Ofline Mobile,Bike Loan ₹
kisi bhi shop par chale jaye jaha emi par mobile or electronics items milte ho waha Bajaj Finserv,Home Credit,Capital First Loans boys mojud hote hai wha ap apni pasand ka smartphone choose kare ab apko jarurat paregi aadhaar card,pan card,bank account statement and cancel cheque in sab ke sath apko  jarurat paregi kuch cash ki jadatar electronics items par 30% se 45% down payment apko dena parta hai fastival special offers par 0% down payment par bhi mil sakta hai offer ki jankari ap apne najdiki shop se le sakte hai ab apka loan approval ho gaya hai iski emi minimum 6 or 10 maximum ho sakti hai ye emi apke bank se automatic pay ho jayegi loan pura hone par non objection certificate (N.O.C) lena na bhule original bill apko 1st kist katne par mill 
jayega
Online Electronics Items Emi Loan ₹ 
online product finance ap amazon,flipkart,ebay se kara sakte hai iske liye apke pas credit card,bajaj emi card,home credit emi card ki jarurat paregi 
yaha bhi apko o% interest par items apna product choose kare or finance kara le 

How To Finance Mobile Phone & Bike | Gold Personal Loans Kaise Le

Personal Loan Kaise Le ₹

personal loan apply karne ke liye 16 form income tax return ki jarurat paregi sath hi bank statement identity card ki jarurat paregi isko ap online bhi apply kar sakte hai
or bank jakar bhi formality puri kar sakte hai personal loan kuch hi dino me approved ho jata hai agar apka cibil score acha hai to instant loan approval mil sakta hai
wo bhi 1 hour me personal loan interest rates 10.99% se 22% tak ho sakti hai 

Popup Loan Kaise Milega ₹

dosto popup loan finance company apne un customer ko deti hai jo time to time apni emi pay kar rahe ye popup 10k se 60k tak ho sakta hai iske liye ap personally nahi kar sakte isme apke pas company ki taraf se call ati hai or apko offer ke bare me bataya jata hai documents required nahi hai signature loan ke liye ap kisi bhi shop par ja ke kar sakte hai



Gold Loan Kaise Le ₹

dosto gold loan sabse secured hai yaha apke gold ka 75% cash apko dia jata hai sabhi banko me interest rate different jo ham apko bata rahe hai amount karne par apko aka gold wapas kar diya jata hai 
Gold Loan Interest Rate ₹
Manappuram Gold - 14% icici bank -10.5% to 16% sbi 11.05% axis bank 14.50% to 17% 

dosto aj apne jana loan kaise le or product finance kaise karaye next post me janenge online emi status kaise cahk kare apki kiste kitni puri ho chuki hai or kab khatam hogi 
artical ko share jarur kare apne social media accounts and family friends ke sath jai hind

Read More

Android Phone Security Setting Secret Windows pin lock (#Trick)

Android Phone Security Setting  Secret Windows pin lock (#Trick)
Hello friend aj ham janege Android Phone Settings Security Pin Lock Kaise Set Kare Tricks Security Pin Windowsl Lock Enable karne par kya hota hai is post me janage hamare kafi user ko pin lock dekhkar aisa lag raha hoga me smartphone ke pattern or password pin lock batane ja  raha hun par iske bare me ham pahle hi post likh chuke hai aj ham hamare phone ki setting me diye gaye secret pin lock ke bare me bat kar rahe hamre mobile bhut sari "Secret Setting" hoti hai jinke bare me hame jankari nahi hoti par wo hamre liye bhut usefull hoti hai bina jankari Smartphone Security Setting me kuch bhi enable ya disable na kare ise apka phone or sim card puri trha se lock  ho jayega jiske bad apko kafi pareshani ka samna karna par sakta hai 

Security Windowsl Pin Lock Kya Hai

hamre phone me diye gaye security pin lock se ham kisi bhi page ko pin lock kar sakte hai pin lock karne ke bad ap us tab se bahar back nahi aa sakte jab tak unlock na kiya jaye 
Example-man lijiye hamara phone kisi ne manga or usne kaha use sirf youtube chalana hai ya phone karna hai ya ap kisi bache ko apna  mobile dete hai uske zid karne par aise me ap app ya page ko pin lock karke de sakte uske bad wo cah kar bhi kisi or app ko nahi khol payega bhut sare logo ki adat hoti hai apse phone karna hai aisa kah kar mobile lete hai or apke phone ki baki application ko bhi use karne lagte haiapke whatsapp message and facebook bhi dekhne lagte hai aise me jab bhi koi phone mange use pin lock karke de 


Android Phone Security Setting  Secret Windows pin lock (#Trick)

aye jante hai security pin lock ko kaise enable kaise kare steps follow kare
  1. sabse pahle apne phone ki setting open kare
  2. security par tap kare
  3. advanced ke niche apko pin windows milega use tap kar khole
  4. pin windows enable kare
friends ab apke phone me pin windows enable ho gaya hai aye jante hai isko kaise use kare

Note-android security setting me apko bhut sari or setting milegi jinhe bina jankari enable ya disable na kare

How To Use Pin Windows Lock (#Trick)

apke android mobile me screen ke niche 3 button hote hai unke bare me jane
➤recent button home button back button
◾pin lock karne ke liye sabse pahle jo app use karna hai use on kare 
◾recent button press kare
◾jaisa ap screen shot me dekh sakte hai pin icon dikh raha hai use tap kare
◾popup khulega jisme pin windows ke bare me jankari hai read karke start kare



ab apka wo app pin lock ho gaya hai ab back nahi aa sakte na hi ap ki or tab ko use kar sakte hai ab ap jiske bhi apna phone doge wo sirf wahi app use kar payega yaha tak ki wo use app ko close bhi nahi kar payegaapne pin windowsl ock karna to sikh liya aye jante hai ise unlock kaise kare


Android Pin Windows Unlock Kaise Kare

pin unlock karne ke liye recent button or back button ko ek sath press hold karke rakhe unpin ho jayega recent button apke screen ke sabse niche diye gaye sabse pahla hai or 3rd button back ka hai yad rakhe 

friend ye thi android mobile ki security setting secret pin lock ki jankari umeed hai ye trick apko pasand aai hai umeed hai apko sare steps samajh aa gaye hai agar koi dekat aye to ap hame comment kar sakte hai  thoda samay nikal kar pos ko social media par share jarur kare thanks jai hind
Read More

Android Phone Ko Iphone Kaise Banaye #Android To Ios

Android Phone Ko Iphone Kaise Banaye #Android To Ios
Hello dosto aj ham janage Android Phone Ko Iphone Kaise Banaye ya Android Ko Ios Me Kaise Badle iphone kiu kharide or kiu nahi iske bare hamne ek article likha hai ap use bhi read kare apple iphone  puri duniya me sabse populer ios phone hai sabhi log iphone ke diwane hai Iphone Look alike or iphone design smartphone se bilkul alag hai Iphone Fixers ki bat ki jaye to isme kuch extra fixers ate hai touch screen bhi sabse pahle apple me hi aya tha or ab face unlock marke me bhut sare iphone launch  ho chuke hai jaise iphone 5,6,7,8,9,10 or x  launch hone ke sath hi out of stock ho jata hai or iphone price bhi bhut jyada hoti hai jise har koi afford  nahi kar sakta  isliye ham apko is post me batane ja rahe hai apne android mobile ko iphone kaise banaye 



Android Phone Ko Iphone Kaise Banaye #Android To Ios

jaisa ki ap sabhi jante hai ios or android system hai jise ham puri trha se badl nahi sakte par ham apne android phone ko iphone jaisa look de sakte hai ye ham ilauncher os 11 phone x app ki madad se karenge jise apke mobile look puri trha se badal jayega ise pahle gravity launcher ke bare me hamne apko bataya tha 


steps#
  1. sabse pahle play store khole
  2. ilauncher os 11 phone x app search kare
  3. ilauncher os 11 phone x app download kare
  4. application ko khole
  5. tap screen 
  6. back to home screen


ab apke phone ka pura look change ho gaya hai android se ios me convert ho gaya hai ab apke mobile ke icon,display wallpaper,or kuch extra app widgets apko najar ayenge jo sirf iphone me hote hai ab apka mobile dekhkar koi ye nahi bata sakta ye android hai ya ios 


Disadvantages- 
ilauncher os 11 phone x app ko delete karne par apka mobile pahle jaise look me aa jayega
*ye ek launcher app hai jise developer earning karne ke liye ads lagate hai jise apka internet connection on rahne par ads dikhai denge
Ye Bhi Padhe-
*gravity launcher apne phone ko smart kaise banaye
*micromax bharat go android go 
*top 5 budget smartphone
friends ye thi android ko ios me kaise badle ki puri jankari umeed hai ye jankari apko pasand ayegi 
thoda samay nikal kar is article ko social media par jarur share kare thanks jai hind
Read More

Top 5 Smartphone Myths In Hindi

Top 5 Smartphone Myths In Hindi
Hello friends aj ham janege samrtphone ke Top 5 Smartphone Myths In Hindi agr ap bhi smartphone ka use karte hai to apko bataya gaye hai 5 jhut lagbhag sabhi logo ko hai galat jankari ye myths kha se ate hai ye jhuti afwah jab mobiles market me ate hai tab se sabhi log in jhut par vishvas karte hai aj jo ham 5 smartphone myths ke bare me bat karenge me guarantee ke sath kah sakta hu ap bhi un myths jhut par believe karte hai 

Top 5 Smartphone Myths In Hindi

Top 5 Smartphone Myths In Hindi

aj ke samay me lagbhag sabhi ke pas smartphone hai market me new technology ke mobile aa rahe hai 2g,3g4g,5g, par hamari soch ab bhi nahi badli kuch aisi bate hai jinke bare me hame sahi jankari nahi aise me hamne socha apko sach bataya jaye 

Jyada Megapixel Utni Achi Photo Mythe

aj ke samay best camera smartphone aa gaye hai aise kafi logo ke bich ye myths jyada megapixel utni achi photo mythe jabki ye bat galat hai apne dekha  hoga jyada megapixel utni achi photo mythe 8 megapixel hota phir bhi achi photo ati hai or android phone me hame 24,48 megapixel tab apple iphone photos jaisi  quality nahi ati iska kya karan aye jante hai asliyat me ye sab depend karta hai timing  or shutter speed par agr aj ke bad koi apse ye kahe jyada mp wale phone se achi pic ati hai  to uski na sune 

Smartphone Display Brightness Kam Karne Se Battery Ki Bacht Hoti Hai Mythe

lagbhag sabhi age ke logo me ye jhut faila hua hai ki brightness kam karne se apki battery ki bachat hogi jab ki ye jhut hai agr phone automatic setting ke anusar hota hai to apne ap dhoop chhaon me adjust hota hai jiske karan apke phone battery ki khapat kam hoti hai 

Raat Bhar Mobile Charge Karne Se Battery Kharab Hoti Hai

jaisa ki ham sabhi jante hai smartphone ki duniya me new phone market me aa rahe sabhi kuch battery ko lekar progress hai aise me kai users ka manna hai rat bhar phone charge karne se battery kharab ho jayegi kafi logo ka to ye bhi manna hai jyada charge karne se battery  full jayegi or fat bhi jayegi agr ap bhi ye mante hai to ap galat hai agr apka phone 100% charge ho jata hai tab phone current  lena band kar deta hai jiske karan apki battery par koi asar nahi parta 

Battery Low Hone Par Charge Kare

bhut sare log apne phone ki battery khatam hone ka intjar karte hai taki wo apna phone charge kar sake jab ki ap kabhi bhi apna phone charge kar sakte hai jabki agr ap battery low 20% se  bhi kam hone par charge karenge to capacity par fark parega jise apka phone kaharab ho sakata hai

Phone Ke Sath Aaya Charger Hi Istemal Karna

users ka manana hai jo charger phone ke sath aya hai usi se charge karna cahiye use fast charge hota hai jab ki uski wajha hoti jab ap new phone kharidte hai to apko original  charger milta hai par  iske alawa ap market se 2 ampere charger buy karke bhi charge kar sakte hai koi fark nahi padega

dosto ye the top 5 smartphone myths in hindi umeed hai ye jankari apko pasand ayegi hame support karne ke liye is post ko facebook,whatsapp par share jarur kare thanks jai hind
Read More

Samsung Galaxy J8 Review In Hindi | How Much Is Samsung J8

Samsung Galaxy J8 Review In Hindi | How Much Is Samsung J8
Hello friends Samsung J Series ka ek or ne smartphone india me launch ho gaya Samsung Galaxy J8 Infinity jiska Review ham is article me karne wale hai Samsung Galaxy J8 Review In Hindi| How Much Is Samsung J8 price,launch date specification or Samsung J8 Features ke bare me janege ise pahle hamne ise pahle hamne samsung galaxy j7 prime review jio phone 2,or honor play review in hindi kia hai ap unhe bhi read kar sakte hai samsung galaxy smartphone market me  apni pahcan abhi tak banaya hua oppo vivo ke karn pichle kuch samay se mobile phone Gadgets me kafi competition ho gaya  hai par samsung lover ko abhi bhi galaxy phone hi pasand ate hai iska sabse bada karan hai samay ke sath badlaw new generation features ko add karna aye jante hai kya hai is phone me khas 
Samsung Galaxy J8 Review In Hindi | How Much Is Samsung J8

Samsung Galaxy J8 Review  In Hindi 

Samsung Galaxy J8 Phone Design ki bat ki jaye to kafi dissent hai basic polycarbonate body hai jo ki kafi solid lag raha hai  hand grip achi milegi is phone me apko par apko back cover jarurat paregi jo ki is phone ke sath apko nahi milta  6inch display hai selfie camera 16 megapixel or dual rear camera isme apko milega 16 megapixel or 5 megapixel iske alawa  fngerprint sensor bhi back side diya hai jo ki tuch karne me apko aashani ho jati hai apke hand size kuch bhi ye phone apke  hand me apne ap fit ho jayega isi trha ka iska design hai iske alwa charging port apko niche side milega 3.5 mm jack ke sath apko milta hai phone ka weight 177 g hai kafi balance mobile hai 

Processor-
ki bat ki jaye to octa-core 1.6 GHz cortex-A53 or qualcomm SDM450 Snapdragon 450 android system android 8.0 oreo hai iske sath apko 4Ram or 64internal storage isme se ap sirf 51 gb use kar payenge lagbhag 13 gb ka isme pree instal apps apko milega
jiske karan 51 gb ap use kar sakte hai
Battery apko milegi non-removable li-lon 3500 mAh hai jo ki ek din se bhi jyada chal jati hai bhut hi achi battery hai
honor play review in hindi
top 5 budget smartphone under 10000
top 5 best android game 
Samsung J8 Other Features-kai sare new features hai jinko is phone add kiye gaye hai  chat over video-agr ap kisi se chat karne ke sath video dekhna cahte hai to wo ap kar sakte dono ek sath open rahega  messanger and youtube video ek sath play kiye ja sakte hai 

Cameras -aj ke samy me kisi bhi phone ke andar camera sabse pahle dekha jata hai kiu ki abhi selfie camera ka jamana hai  is phone camera me apko bhut sare modes mil rahe hai rear camera 16 megapixel or 5 megapixel with Led flash milega kai sare mode isme ap use kar sake night mode,
panorama mode,auto mode,iske alwa sticker and animation bhi milte hai

Selfie Camera
-apko 16 megapixel hai white selfie lene ka option mil jata hai jise ap ek hi bar me bhut sara distence ek bar me cover ho jata hai  jiski madad se ham ek sath bhut sare logo ke sath selfie le sakte hai jo ki bhut achi bat hai selfie focus and background blur ho jata hia lock like Dslr images sticker and animation ka bhi use kar sakte hai j8 cameras bhut hi badhiya hai

 How Much Is Samsung J8

samsung j8 features ke bare me hamne jana ab bat kar lete how much is samsung j8 indian market me iski kya price hai ye budget phone hai 
samsung galaxy j8 price in india-18990 rupay ise ap online amazon par bhi buy kar sakte hai
tap on image and buy now 

Samsung Galaxy J8 Specification

samsung
j8 infinity
Display
6.0 Inches
Resololution
720x1480 Pixels
Type
Super Amoled Capacitive Touch Screen
Weight
177G
Sim
Dual Sim (Nano Sim)
Os   
android 8.0(Oreo)
Chipest
Qualcomm SDM 450 Sanapdragon 450
Cpu 
octa-core 1.6 GHz cortex-A53
Dual Camera
16Mp/5Mp
Features
LED Flash,Panorama HDR
Selfie Camera
16 Mp
Features
LED Flash
sensors
fingerprint(rear-mounted),mms,accelerometer,proximity
battery
non removable li-lon  35000 mAh
launch
2018 may
price
18,990 rupay
Kaise How
www.sadeeptak.com

Last Word-samsung ke phone aise to bhut ache ate hai or is phone me new features ko add kia hai jaise messanger ke sath youtube video play karna is phone me camera or battery exilent hai jo ki is phone ko ek best samsung smartphone banata hai friends ye hai Samsung Galaxy J8 Review In Hindi umeed hai ye jankari pasand ayegi ye phone review apko kaisa laga comment kar jarur bataye or ise social media par share jarur kare thanks jai hind
Read More

Xiaomi POCO F1 Smartphone Review In Hindi

Xiaomi POCO F1 Smartphone Review In Hindi
Hello friends poco jo ki Xiaomi ka new new brand hai usne launched kar diya apna pahla smartphone POCO F1 is phone ne ate hi dhoom macha di hai aj is phost me ham "Xiaomi POCO F1 Smartphone Review In Hindi" me karne ja rahe hai xiaomi company ke sabhi mobile behtrin hote hai logo ko pasand ate hai khaskar selfie camera quality or Budget Smartphone hona xiaomi poco f1 bhi de raha hai apko kam price me Snapdragon 845 POCO or bhi bhut sari khubia hai is mobile me aye jante hai
Xiaomi POCO F1 Smartphone Review In Hindi

Xiaomi POCO F1 Smartphone Review In Hindi


poco f1 duniya ka sabse pahla samrtphone hai jisme 20,000 ki price me latest snapdragon processor-qualcomm snapdragon 845 jo ki abhi tak  sirf killer phones me hi diya gya tha sabhi mobile brands me par ab ye aa gay hai poco f1 budget phone me jiski kimat 20000 se bhi kam hai  ye mobile apko 3 variant me milega (1)6GB RAM or 64GB internal storage jiski price 20,999 rupay (2)6GB RAM or 128GB internal storage 23,999 rupay (3)8GB RAM or 256GB internal storage price  28,999 rupay (4)8GB RAM or 256GB internal storage price 29,999 rupay 4 variant ki specialty hai uska back special materials tabhi iski price adhik rakhi gai hai iska name bhi special rakha gay hai armoured edition with real kevlar 3 variant phone color rosso red,steel blue,graphite,black, bhut behtrin or good looking hai ye phone


Read More

Redmi 6 Pro Price And Specification In Hindi

Redmi 6 Pro Price And Specification In Hindi
Hello dosto Xiaomi ne 2 new phone ko launch kiya hai Redmi 6 or Redmi 6 Pro aj ham Xiaomi Redmi 6 Pro ka Review karenge  Redmi 6 Pro Price And Specification In Hindi janege redmi 6,pro dono Dual Rear Camera Phones ke sath apko dekhne ko milenge  xiaomi ke camera AI features Sath ate hai redmi 6 pro ek Premium  Phone hai iski Redmi 6 Pro Price isko ek budget phone banati hai  xiaomi mi ke phone kafi pasand kiye jate hal hi me xiaomi ke new brand poco f1 phone ko bhi launch kiya jo logo ke bich kafi lokpriya bana hua hai aye jante hai redmi 6 pro price and specification

Redmi 6 Pro Price And Specification In Hindi
Redmi 6 Pro Price And Specification In Hindi

Redmi 6 Pro Price And Specification

Redmi 6 Launch date in india september 11,2018 12pm par iski sale start ho jayegi ye ek pro variant phone hai or sabse sasta budget smartphone company ne utara hai sabse sasta dual rear camera phones bhi hai  6pro ki body metal se bani hui hai 4 color me ye phone available gold,blue,black and red weight ki bat ki jaye to kafi light weight 178g hai company ne 2 variants  me phone ko launch kiya hai 3GB RAM OR 32 GB storage OR 4GB RAM 64G storage HAI AI Face Unlock Features bhi is phone me apko milega 2+1 card slot dekhne ko milega  Display ki bat ki jaye to 5.84inches screen size hai  1080x2280 pixels resolution hai aspect ratio 19.9 hai
2GHZ octa-core processor make qualcomm snapdragon 625 par worka karta hai operating system android 8.1 oreo par hai par bhut jald ise MIUI 9.6 UPDATE MIL JAYEGA  4000mAh battery capacity non removable battery jo ki is price me kafi behtar hai camera ki bat ki jaye to is phone me apko 2 rear camera with flash or 1 front camera  dekhne ko milega rear camera 12megapixel or 5 megapixel hai wahi fornt camera 5 megapixel ka hai ai camera hai
poco f1 review in hindi
honor play review gaming phone
samsung j8 review in hindi

Read More

Redmi Go Sabse Sasta Xiaomi Smartphone

Redmi Go Sabse Sasta Xiaomi Smartphone
Hello friends aj ham janege Redmi Go Sabse Sasta Xiaomi Smartphone,redmi go price india,redmi go review in hindi xiaomi smartphone logo ki pahli pasand ban gaya  hai or ab xiaomi company ne apna sabse sasta redmi go smartphone ko launch kar diya hai 28/3/2019 ko 2pm se iski selling  saru kar di gai hai
Redmi Go phone ki Price India 4499 Rupay hai ye phone android oreo 8.1(android go edition) par chalta hai jise khas tor par kam ram or kam memory wale phone ke liye banaya gaya hai  ye phone apko 2 color me milenge blue or black ap is phone ko flipkart or redmi website se buy kar sakte hai flipkart offer agar apke pas Axis Bank Buzz Credit card hai to apko milega 5% discount agr ap mi.com se buy karte hai or ap jio customer hai to apko milega 2200 Jio Cashback Offer or 100 GB bounce data aye jante is phone  ke redmi go specification ke bare me
redmi upcoming phones redmi website redmi mobile phone 4g redmi new mobile launch in india

Redmi Go Review In Hindi

redmi go mobile apko 5 inch display ke sath milega resoution 720x1280 pixels and an aspect ratio 16.9 hai
1.4 ghz quad core processor qualcomm snapdragon 425 hai 1GB RAM ke sath 
ye phone android oreo 8.1(android go edition) par chalega  iski battery bhi kafi achi hai 3000mAh battery hai

Camera- isme apko piche ki taraf 8 megapixel camera or age ki taraf f/2.0 aperture with 5megapixel front selfies camera 
redmi go phone colors-blue or black 2 colors me apko ye phone milega jo dekhne me kafi acha dikhta hai 
redmi go price india-is phone ki kimat bhut hi kam rakhi gai ise ap flipkart or mi official site se 4499 rupay me kharid sakte hai
Redmi 6 pro price in hindi
honor play review in hindi
bharat go smartphone

#Redmi Go Specification


xiaomi redmi go
specification
display
5 inch
resolution
720x1280 pixels
processor
qualcomm snapdragon 425
RAM
1GB
internal storage
8 GB
expandable storage up to
128 GB
rear camera
8 megapixel
front camera
5 megapixel
operating system
android 8.1 ore(go edition)
weight
137gm
battery capacity
3000mah
colours
black,blue
price 
4499 rupay
Dosto umeed hai post me di gai jankari apsand ayegi thora samay nikal kar ise share jarur kare post read and share karne ke liye thanks jai hind

Read More

Vivo V15 Pro Review In Hindi

Vivo V15 Pro Review In Hindi
Hello friends aj ham apko dene wale hai vivo v15 pro ka review in hindi vivo ke new smartphone vivo v15 pro kya kuch haikhas kya hai is phone me kamaiya vivo v15 pro price in india sabhi kuch ham apko is article me batane wale hai 
oppo or vivo jab se india me aye hai tab se dhum macha rakhi hai sabhi smartphone company ko piche chor dia hai sabse badi bat  vivo oppo ke phone price bhut kam hote jiske karan sabhi log ise buy kar sakte hai sath hi apko behtrin features bhi mil jate hai

selfie lovers ko vivo ke phone kafi pasand ate hai vivo selfie camera smartphone ke roop me jana jata hai iska design look bhiu kafi acha hota hai

Vivo V15 Pro Review In Hindi

vivo v15 pro ki khas bat isme popup camera diya hai sath hi alag se google assistant button diya hai 3 camera diya hai full display smartphone hai

Read More

Oppo A7 Review In Hindi | Price And Specification

Oppo A7 Review In Hindi | Price And Specification
Hello friends aj ham karenge Oppo A7 Review In Hindi or jange janege kya hai Oppo A7 Price In India or kya hai is phone me khas features  agr ap new phone lena cahte hai to to ek bar ye post jarur read kare oppo phone ne pichle kuch samay se Oppo Phone ne market me dhoom macha rakhi agr sach kahun to mene khud oppo f1 plus or A7 ka use kar raha hun mera ye experience raha hai oppo phone camera quality or display and price dusre  phone ke mukable kafi achi hoti hai
Oppo A7 Full Reviews In Hindi,Oppo A7 Full Reviews,Oppo A7,oppo a7 review,oppo a7 new mobile,chipest mobile phone oppo
Read Also-vivo v15 pro review in hindi 2-honor play review
Oppo-A7-RevieW-In-Hindi,Oppo A7 Full Reviews In Hindi,Oppo A7 Full Reviews,Oppo A7,oppo a7 review,oppo a7 new mobile,chipest mobile phone oppo

Oppo A7 Review In Hindi

OPPO A7 PHONE  A5 ka upgrade hai jo Water Drop Notch ke sath is phone me apko jyada storage,fingerprint,dual camera apko milega iske alawa company ne kuch khas  features diye hai users ko need ko dhyan me rakh kar  aye jante hai ye android mobile kaisa hai kya hame mobile buy karna cahiye

Read More

Honor Play Review In Hindi | Best Smartphone AI Camera

 Honor Play Review In Hindi | Best Smartphone AI Camera
Hello friends aj Honor Play Phone Ka Review karne ja rahe hai honor play ek Gameing Smartphone hai wese to gameing phone launch hote rahe hai par bhut kam phone hi jo india tak aa pate hai honor play gaming lover ke liye best phone hai iske alwa bhi isme bhut sari khubiya hai jaise  ai camera,6gb Ram or bhi bhut kuch is Honor Play  Review In Hindi me ham janege honor play Specification,Features, Launch Date,& Honor Play Price In India ise pahle hamne samsung galaxy j7 prime or jio phone 2 ka bhi Reviews hamne kia hai ap wo bhi article read kar sakte hai

Honor Play Review In Hindi | Best Smartphone AI Camera

Honor Play  Review In Hindi | Best Smartphone AI Camera

sabse pahle Honor Play phoneDesign ke bare me jan lete hai kisi bhi Smartphone ka design bhut hi aham hota hai or ye ek gameing phone hai to iska  design bhi gamers ko dhyan me rakhkar banaya gaya hai ek brther hai iska design jyada tar phone me ab glass me aa rahe hai par isme metal hai or iska  design kafi acha hai kafi slim bhi hai or fornt me notch bhi diya hua haijo ki ajkal jyadatar smartphone me aa raha hai kafi solid phone lag raha hai
OtherDesign-Speaker,headphone jack,c type chargeing port niche ki tarf di gai jo ki game khelte waqt side me rahegi jise game khelne me ashani hogi piche ki side me apko milega dual camera branding ai camera iska design thoda sa apko banding  dikhega iska reason hai jab ap game play kar rahe ho tab phone apke hatho me fit rahe jahir si bat hai ye ek gaming phone hai to jyadatar Horizontal hi
use kiya jayega Fingerprint Sensor bhi apko back side dekhne ko milega


  • TOP 5 ANDROID GAME
  • TOP 5 BUDGET SMARTPHONE UNDER 10000RS.

Display-6.3(16cm) hai jo ki ek dissent display hai full hd display dekhne ko mila gmae play ke liye ye screen size kafi achi hai or video image ko bhi zooming bhi achi hai Processor Hisilicon 970 octa-core hai or 6GB RAM or 64gb internal storage 6 gb ram bhut achi performance dega pubg jaise havi games bhi bhut esily play hone bina kisi pareshani honor Gpu Turbo Technology is phone di gai hai jahir si bat hai ye ek gameing phone jo ise baki smartphone se alag banata hai iska honor play android system android 8.1 oreo |emui8.2 hai isme back camera dual camera ai features hai isme or kafi seens bhi ditect karta hai front camera 16 megapixel  hai jo ki bhut acha hai ise ek selfie camera bhi kaha jasakta hai
Battery hai isme 3750 mAh ki jo ki kafi achi hai charging bhi bhut fast hai  honor play phone price 4gb ram 19,999 or 6gb ram 23,999 rupay india me hai agr ap game addiction hai or apka budgetr 20000 hai to ye ek Best Smartphone hai apke liye

Honor Play Specification

Display
6.30(cm)
Resolution
1080x2340
Processor
octa-core
Processor Make
Hilsilicon Kirin 970
RAM
4GB/6GB
Internal Storage
64GB
Expandable Storage
256GB
Rear Camera
16 Megapixel
Rear Flash
LED
Front Camera
16 Megapixel
Operating System
Android 8.1
Skin
EMUI 8.2
Numbers Of sims
2
Sim Type
Nano-sim
Colors
Black,Blue,And Violet
Battery Capacity
3750 mAh
Release Date 
June 2018
Price 4GB RAM/6GB RAM
19,999RS./23999RS.
Last Word-friends ye hai  Honor Play Review In Hindi  is phone me diye gaye sabhi Features ke bare me hamne jana ye ek budget smartphone hai 19,999RS, me ek best gaming mobile ke sath phone bhi hai ye Review apko kaisa laga hame comment kar jarur bataye or is post ko social media par share jarur kare thanks jai hind
Read More