youtuber लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
youtuber लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Jankari

Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Jankari
Hello dosto ap cahe Blogger ho ya Youtuber apko "Earning" karne ke liye Google Adsense par Account banana parega aj hum janege "Google Adsense Account Kaise Banaye" blog,website or youtube par paise kamane ke liye adsense ke alawa ap Affiliate Marketing se bhi paise kama sakte hai har blogger ka sapna hota hai wo "Google Adsense Publisher" bankar  adsense ads apne blog par lagaye par niyam bhut sakht hone ke karan sabka Adsense Approval nahi milta how to Get Adsense Approval for youtube,blogger is par hum bad me apke liye post likhenge par agr apka blog par first day se income karni hai to ap Revenuehits,Bidvertiser ke ads lagakar earning kar sakte hai



Google Adsense Account Create Karne Ke Liye Hamare Passs Kya Hona Cahiye 

adsense publisher account free me banta hai par jaise ki maine apko bataya iske ruls bhut sakht hai uska palan karna bhut jaruri hai nahi to apka account disable or suspend ho jayega
1-#Website-agar apko nahi pata website,blog kaise banaye to post read kare adsense apply karne ke liye apke blog par 10-15 artical hona jaruri hai  200 se 300 organic traffic fast loading advertiser friendly temples
#Youtube-youtube bhi google ka product hai jispe video upload kar sakte hai video monetization youtube se paise kama sake hai agar ap youube channel kaise banaye janna cahte hai to ye padhe
2-#Gmail id-gmail google ka product hai is par ap free account create kar sakte hai


Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Jankari

  1. sabse pahle adsense site par jaye
  2. google adsense sign up now kare 
  3. apne website,blog ka url dale
  4. gmail address dale
  5. get helpful adsense info- ke liye yes kare
  6. contry or territory slect kare
  7. please review and accept our terms and conditions yes kare
  8. save and continue kare

 Read Also-→
∎revenuehits se paise kaise kamaye
∎how to create a skrill account
∎Bidvertiser se earning kaise kare
∎facebook se paise kamane ke 7 aashan tarike
∎slide app se paise kaise kamate hai
∎flipkart se paise kaise kamaye

Next Page-Payment Address Details 
  1. account type-individual kare
  2. name and address-naam likhe
  3. addresss apne ghar ka pata likhe
  4. own/city-daale
  5. post code- pin code daale
  6. state- exampal rajsthan
  7. phone numbere dale
  8. submit kare

ab adsense html code ko apne blog ke head me daale or kuch time wait kare apka account approve hone me 24 se 48 hour lag sakte hai  agar apka website blogspot par hai to apko 6 mahine bad apply karna cahiye or direct blogspot se apply kar sakte hai youtube ke liye bhi apko youtube adsense apply karna parega jiske bare me hum next post me details me bat karenge  dosto umeed hai google adsense publisher account kaise banaye iske bare me apko jankari mill gai koi pareshani dikat aye to ap hamare facebook page par hame massage kar sakte hai hum apki puri help karenge agar apko hamare dawara di gai jankari pasand aai to is artical ko jyada se jyada share kare jai hind
Read More

YouTube Video Thumbnail Kaise Download Kare

YouTube Video Thumbnail Kaise Download Kare
Hello dosto aj hum janege "YouTube Video Thumbnail Kaise Download Kare" ise pahle pahle hum ek post me bata jaane the youtube video ko kaise download kare or youtube channel kaise banayae dosto bat ki jaye youtube video me custom thumbnail lagane ke liye apko apna Youtube Account Verify Phone se karna parega uske bad ap apne vodeo me custom thumbnail ka use kar sakte hai get thumbnail youtube |youtube thumbnail maker app bhut sari play store pe aisi apps mojud hai jise ap videi ke liye  thumbnail bana sakte hai aj hum without software youtube video thumbnail download sikhenge

YouTube Video Thumbnail Download Kiu Kare


youtube video thumbnail ko ap apne facebook,twitter,instagram,google plus all social media site par post karne ke lye download kar sakte hai agr ap youtuber or blogger dono hai to apne blog,website post me bhi use kar sakte hai 



YouTube Video Thumbnail Kaise Download Kare


custom thumbnail ko download karna pahle bhut muskil tha par aj hum apko aashan tarika batane wale hai jise ap aashani se image donload kar sakte hai

  1. sabse pahle youtube thumbnail download site par jaye
  2. ab new tab me youtube khole 
  3. apna maan pasand video choose kare
  4. Video Url Copy kare (url browser ke top par hota hai)
  5. 1 tab par waps jaye jaha hmne wo site kholi hai
  6. youtube url box me apne jo link copy kya hai use paste kare
  7. ab submite button par click kare
  8. youtube custom thumbnail download size choose kare-1080,720p,480p,360p
  9. ab apko photo par Right Click karke Save Image As par click kare


congratulations apka image gallery me save ho gaya hai ab ap usko rename karke use kar sakte hai dosto ye thi ek aashan trick umeed hai ye jankari apke liye rahegi helpfull agar apko hamara blog,artical pasand aya to plisse is artical ko jyada se jyada share kare jaihind
Read More

YouTube Channel Kaise Delete Kare

YouTube Channel Kaise Delete Kare
Hello dosto aj hum YouTube Channel Kaise Delete Kare janege ise pahle humne jana youtube channel kaise banaye- youtube par video upload kare or kaise delete kare youtube par hum or bhi post likhe jinko ap read kar sakte hai  youtube par multiple channel banana bhut ashan hai youtube bhut populer video website hai jaha par billion users har roj apna video upload karte hai or earning karte hai video ko whatch kiya jata hai par agr apke pas ek se adhik channel hai or manage nahi kar rahe to us Youtube Account Ko Delete Kar Sakte Hai 


YouTube Channel Kaise Delete Kare

#YouTube Channel Kaise Delete Kare

[How To Delete Youtube Channel]
1-sabse pahle youtube site par jaye
2-gmail se youtube account khole
3-tap on channel icon
4-settings me jaye

YouTube Channel Kaise Delete Kare
5-account information -channel name ke niche advanced par tap kare
6-advanced me sabse niche delete channel button hai use tap kare
7-gmail address or password daale

YouTube Channel Kaise Delete Kare
8-i want to permanently delete my content
9-permanenly deleted video,subscription,comment tick mark kare
10-not be affected ggogle+ page tick mark kare
11-delete my content button par tap kare


YouTube Channel Kaise Delete Kare
ab ek popup khulega usme channel ka name dalna hai
kabhi kabhi apka gmail address dalne ko bolta hai to jo bole wahi dale
ab ok kare ab apka youtube account puri trha se delete ho gaya 

Note- ye sare steps tabhi follow kare jab apko apne channel ka sara content video,subscriber,comment etc.. ek bar delete/remove karne ke bad ap recover nahi kar sakte 
Note agr ap apne channel ko youtube par hide karna chate hai apne channel ko chupana cahte hai to i want to hide my conten kare us steps se apka channel sirf hide chup jayega kuch bhi delete nahi hoga 
friends aj apne jana youttube account delete kaise kare channel ko delete karna hum recommended nahi karte par hamara tech blog hai or hum apne visiters ko sabhi trha ki jankari dena cahte hai umeed hai ye jankari apko pasand ai or helpfull rahi kuch samay nikal kar ise social media par share kare thanks jaihind
Read More

YouTube Se Video Kaise Delete Kare

YouTube Se Video Kaise Delete Kare
YouTube Se Video Kaise Delete Kare

youtube par upload video kaise hataye,youtube se video kaise delete kare,youtube video delete kar do,youtube video delete in hindi,how to remove a video from youtube that someone else uploaded,how do i get a video removed from youtube
Hello friends aj hum YouTube Se Video Kaise Delete Kare sikhenge is se pahle humne jana youtube channel kaise banaye | youtube par video upload kaise kare,youtube policy update and youtube hidden tricks in hindi,youube par android,ios mobile and computer laptop dono se video delee kar sakte hai youtube par video delete karna bhut hi aashan hai par jaise ki humne pichli post me bataya youtube har roj lakho new youtubers aa rahe hai jo video upload kar dete hai par unhe youtube video delete ki jankari nahi pata hoti aj ye post unhi new  video uploader ke liye hai remove video from youtube

Youtube Se Video Delete Kyu Kare


1 Jaise 2 Video Upload kar dene par ap 1 video ko Remove kar sakte hai
Video Editing kare bina upload kar dena -sabhi youtuber apne video ko editing karte hai video editing karne ke bhut sare apps hai jaise Kinemaster Filmora etc

Galt Video Upload kar dena kai bar aisa hota hum apne gallery se jo video dalna hai wo salect karne ki wajha koi or video daal dete hai
Vad Vivad- jab hum youtube channel par video upload karte hai tab uspe comment ate hai or agr glt comment ate hai or apna man kare to ap video delete kar sakte hai

YouTube Se Video Kaise Delete Kare

How To DeleteYoutube Video 

  1. sabse pahle Youtube site par jaye
  2. apna gmail se youtube account khole
  3. tap on channel icon
  4. my channel page par jaye
  5. tap on customise channel
  6. video manager me jaye
  7. 7-jis video ko delete karna hai uske niche edit likha uske pass 🔻  ispe tap kare
  8. delete par tap kare
  9. delete video -delete button par tap kare


ab apka video youtube channel se delete ho gaya kisi bhi video ko delete soch samjh kar kare ek bar jo video remove ho jata hai use ap waps recover nahi kar sakte

Youtube Par Ek Se AdhiK Video Ek Sath Kaise Delete Kare


  1. video manager me jaye
  2. jin videos ko ap youtube se remove karna cahe hai unko tick mark kare
  3. actions button par tap kare
  4. delete par tap kare

Read Also-➻
➤youtube video download kaise kare
➤youtube history delete kaise kare
➤youtube hidden tricks
➤facebook account delete
➤gmail delete kaise kare
ab apke youube channel par ap ek se adhik video ek sath karna bhi sikh gaye to dosto dekha apne youtube par video delete karna kitna aashan hai agr apko koi dikat ati hai to ap humse puch sakte hai hum apki hindi me help karenge aise hi amazing jankari ke liye post ko apne social media par share kare jise hame next article likhne ka josh milta hai  jai hind
Read More

YouTube Creator Awards Kab Or Kaise Milta Hai

YouTube Creator Awards Kab Or Kaise Milta Hai
Hello dosto aj ham is article me janege Youtube Creator Awards kab or kaise milta hai Youtube Play Button Ke Lye Apply Kaise Kare friends agr ap ek youtuber hai to apne youtube creator ko milne wale awards silver play button,gold play button,diamond play button ke bare me jarur suna hoga or bade youtubers ke video me un sabhi award ko dekha bhi hoga jo unko subscribers tasks complete karne par  par youtube unhe ye Play Button Send karta hai par kafi new/old users ke man me ye sawal hai ki konsa play button kab or kitne subscribers pure karne par milta hai
YouTube Creator Awards Kab Or Kaise Milta Hai
image source -YouTube Creator Awards

Youtube Creator Awards Type (Youtube Play Button Kitne Parkar Ke Hote Hai)


youtube par diye jane wale play button 3 parkar ke hote hai

  1. Silver Play Button 
  2. Gold Play Button  
  3. Diamond play button


Youtube Awards Kab Milte Hai

jaisa ki ap sabhi ne jana youtube par subscribers pure karne par youtube channel ko play button send karta hai

#Silver Play Button

jab apke channel par 100000 subscribers complete ho jate hai tab you tube apko apka pahla award silver play button deti hai 100k Subscriber pure karna or play button receive karna ye kisi bhi youtuber ke lye kisi sapne se kam nahi hota ye apki success ki pahli sidhi hai

#Gold Play Button

jab apke channel par par 1000000 subscribers complete ho jate hai tab you tube apko gold play button bhej kar apko samanit karti hai ye success ki dusri sidhi hai jisme apne 1 Million subscribers pure kar liye hai 

#Diamond Play Button

kisi bhi youtuber ke liye ye sabse bada sapna(dream) hota hai ki uske channel par 10 million subscribers pure ho or unke channel ko diamond play button mile par bhut kam youtuber hi yaha tak pahuc pate hai jab apke 10Million Subscribers pure ho jaye tab apko 10 million user apke followers hote hai ab ap ek successful ban gaye hai

Youtube Awards Kiu Diye Jate Hai

dosto youtube awards sabhi youtubers ko samanit or motivate karne ke lye diya jata hai jise unko or ache se kam karne ki utsha milti rahi

Youtube Awards Ke Liye Apply Kab Or Kaise Kare

jaisa ki ap sabhi jan gaye pahla play button 100k ho jane par milta hai to ap pahle 100k Subscriber pure hone ka wait kare 100k pure ho jane ke kuch samay bad apko youtube dashboard me notification agr apko notification nahi milta hai to ap youtube support team ko mail kar sakte hai 

Kya Sabhi Play Button Real Silver,Gold,Diamond Ke Bane Hote Hai

ye sawal un logo ke man me sabse pahle to jo pahli bar in awards ke bare me sunta hai or un logo ke man me bhi jo log youtube par play button ko todte fodte dekhte hai par me ap sabhi user ko batana cahta hun ye sabhi button artificial hote hai youtube sirf apne creator ko samanit or Motivate karne ke liye deta hai
best microphone for youtubers
youtube channel delete kaise kare
youtube channel kaise banaye

dosto aj apne jana youtube creator awards ke bare me umeed hai is post me apke sabhi sawalon ke jawab apko mil gaye honge ham dua karte hai apko bhi you tube ki taraf se jal hi awards mil jaye agr apko is article di gai jankari pasand aye to niche diye gaye social media par share jarur kare thanks Jai Hind

Read More

Best Microphone For Youtube Video | Mic Review In Hindi

Best Microphone For Youtube Video | Mic Review In Hindi
Hello friends agr ap ek youtuber hai ya youtube par channel bana kar video upload karne ki soch rahe hai to ye post apke liye helpfull rahegi video quality ke sahth Audit Quality ka bhi acha hona jaruri hai agr apki voice viewers ko sunai nahi degi to user kuch second me apka video chod kar chala jayega bhale apne video bhut acha banaya ho aj ham apko Best Budget Microphone For Youtube ke liye batane wale hai jise lagbhag india ke sabhi Youtuber use karte hai or aj unke subscribers 1m se 7m  tak hai technical guruji bhi isi mics ka use karte hai 


Best Microphone For Youtube Video | Mic Review

Microphone ki bat ki jaye to apko amazon,flipkart,paytm jaisi sites par bhut sare mil jayege par agr ap ek new youtuber hai  or apka budget kam hai or ap ek Cheap And Best Audio Mic buy karna cahte hai to ham apko boya by-m1 recommend karenge is microphone  ki audit quality bhut achi sath isi price bhi bhut kam hai boya Microphone Price 1100 rupay hai jo ki new youtuber afford kar sakta hai ap camera or smartphone dono boya microphone ka use kar sakte hai
Boya By M1- Buy 



Boya By-M1 Microphone

youtube par video kaise upload kare
youtube channel kaise banaye

Audio Quality-


 jaise ki hamane apko bataya boya mic ka use sabhi professional youtubers kar rahe hai or unke video ki voice recorder quality bhut achi unka channel day by day growth kar raha hai

Camera Or Smartphone-

kafi logo ka ye sawal ho sakta hai kya ham apne android mobile me boya by-m1 microphone ka use kar sakte hai dosto ap apne smartphone,table,dslr camera sabhi me use kar sakte bhut sare youtuber successful hone ke bad bhi mobile se video shoot karte hai bb ki vines

Boya By-M1 Mic Length -

is mics ki sabse badi khasiyat iski wire length 6 meter ha jiske chalte ap kafi duri se bhi apna video shoot kar sakte hai  wire length 6 meter hone ke karan apko wireless microphone ki filing aa sakti hai disadvantage kabhi kabhi itni lambi wire smbhal pana muskil ho jata hai


Boya By-M1 Price-

amazon india par is microphone ki price 1105 rupay hai is price me hame mil raha ek best and cheap mic for smartphone and dslr ke liye ye price amazon india ki hai agr ap kahi or se buy karte hai to ho sakta hai price kam ya jyada ho sakti hai
amazon prime membership free in hindi
amazon par apna account kaise banaye



dosto ye hai boya by-m1 mic review in hindi umeed hai post me di gai jankari apko pasand ayegi agr apka koi sawal hai to ap hame comment kar puch  sakte hai or sath hi ye bataye kya hame best tripod for youtube par post likhni cahiye ya nahi thoda samay nikal kar ise social media par share jarur kare
thanks jai hind
Read More

How To Create YouTube Channel

How To Create YouTube Channel

How To Create YouTube Channel



how to start a youtube channel for beginners,how to create a youtube channel and make money,how to create youtube channel 2020,create youtube channel in mobile,how to start youtube channelhow to earn money from youtube in india
Hello friends my name is Sandeep Tak. I welcome you on sandeeptak.com website. Today we will know How To Create YouTube Channel 2020. Easy way to Create YouTube Channel from mobile.
You all will know about YouTube, YouTube is the most popular video upload platform in the world where everyone creates their own YouTube channel and uploads their videos. If you also have a talent, then you create your video and upload it. You get fame popularity with money on YouTube, if you have a good job or you have good luck, then you can become famous on YouTube overnight. You can earn money Let's know how to create a channel on YouTube


create a youtube channel,how to create a channel on youtube,create new youtube channel,youtube account sign in HINDI
How To Create YouTube Channel 2020 

How To Create YouTube Channel 2020


YouTube is a product of Google, you must have a Gmail account to create a channel on YouTube. If you do not know how to create a Gmail account, then you should read this post How to create a Google account and a mobile number and a mobile or laptop computer

Follow steps

Step :1. First you login to your Gmail browser

Step : 2. Open YouTube website in browser

Step : 3. Tap on YouTube account as you can see in the screenshot

Step : 4. Tap Create Studio on YouTube

Step : 5. Type tap on Create A channel

Step : 6. Now a popup will open in front of you, in this you have to name the new channel, then tap on Create A channel.

Now your YouTube channel has become, let's know how to verify YouTube channel


create a youtube channel,how to create a channel on youtube,create new youtube channel,youtube account sign in HINDI
create a youtube channel,how to create a channel on youtube,create new youtube channel,youtube account sign in HINDI
youtube account sign in

How To Verify Youtube Channel 2020

After creating YouTube channel, it is very important to verify, without verification, you cannot upload extended videos or long videos on the channel, nor can you create channel URLs and upload custom thumbnails which will not make your channel professional. And no one will come on your video. It is very easy to verify youtube channel, let's know how to

Follow steps

Step : 1. Go to the status and features YouTube page

Step : 2. Click Verify

Step : 3. Now new page will open in which you have to select your country

Step : 4. Now you have to verify the account with your mobile number, for that you will get the code, select it as you want to take the call or message.

Step : 5. Enter your mobile number and submit

Step : 6. Enter OTP on your number and submit it

Now your account is verified, now you can upload custom thumbnails

create a youtube channel,how to create a channel on youtube,create new youtube channel,youtube account sign in HINDI

Also read-
youtube custom url kaise create kare
youtube channel kaise delete kare
youtube par video kaise upload kare

youtube history delete
youtube video download


After creating YouTube channel, it is very important to verify, without verification, you cannot upload extended videos or long videos on the channel, nor can you create channel URLs and upload custom thumbnails which will not make your channel professional. And no one will come on your video. It is very easy to verify youtube channel, let's know how to

Friends, today we learned How To Create YouTube Channel 2020 and how to verify, hope you liked this information and will be helpful for you and to see more such posts, read the rest of the posts given on our website and this post on your social media account But share more and more Jai Hind Jai India


Related keywords-how to make a youtube channel,how to make a youtube channel on a phone,how to create a youtube channel and make money
Read More

YouTube Par Video Kaise Daalte Hain

YouTube Par Video Kaise Daalte Hain

YouTube Par Video Kaise Daalte Hain

youtube par video kaise daalte hain,youtube par apni video kaise daalte hain,youtube par video kaise upload kare in hindi,youtube par video kaise dale in hindi.,google par video kaise upload kare,youtube par video upload kaise kare || jio phone se sandeeptak.com
YouTube Par Video kaise Upload Kare In Hindi ajkal sabhi log internet par online rahte hai jyadaar sabhi logo ko video dekhne ka shok haiaise me google ke bad youtube aisa platform hai jaha sabse jyada user ate hai youtube ek Video Sharing Website jis par ap apna youtube channel banakar khud ka video upload kar sake hai youtube channel kaise banaye iske bare me hum pahle sikh chuke hai ab Youtube Par Video Kaise Daale janege youtube par video upload kar ap paise kama sakte hai google adsense account link karke

youtube par video kaise daalte hain,youtube par apni video kaise daalte hain,youtube par video kaise upload kare in hindi,youtube par video kaise dale in hindi.,google par video kaise upload kare,youtube par video upload kaise kare || jio phone se

YouTube Par Kis Tarah Ke Video Upload Nahi Kar Sakte

youtube bhut populer ban gaya hai aise har ghante lakho online video upload hote hai youtube ko ye samjhne me kafi dika ka samna karna parta hai aise me youtube algorithm kam karta hai konsa video sahi hai or konsa galat 

Copyright-kisi or ka video apne channel par na daale ise apke channel par youtube copyright strikes aa sakta hai 
Adult vide-sexual,neiked video upload na kare ye
Religion -kisi bhi dharm ke bare me ap gala video banakar nahi daal sake youtube par sabhi religion ke log video whatch karte hai
Fight-ladai jhgda mar pit hinsa failane wale video se bhi apka channel band ho sakta hai

YouTube Par Video kaise Upload Kare In Hindi

  1. sabse pahle browser me youtube site khole
  2. gmail se apna youtube account open kare
  3. upload button par tap kare
  4. select files to upload par tap karke gallery se video select kare
  5. youube video upload

 Read Also-➠
➧adsense account kaise banate hai
➧youtube se video download kaise kare
➧youtube channel kaise banaye
➧youtube channel art me social link add karne ka trika
➧youtube hidden trick
➧youtube search history delete
➧youtube video thumbnail download

youtube par video kaise daalte hain,youtube par apni video kaise daalte hain,youtube par video kaise upload kare in hindi,youtube par video kaise dale in hindi.,google par video kaise upload kare,youtube par video upload kaise kare || jio phone se

Youtube Basic Info

◾Video Title daale
◾Description-video kis bare jankari daale
◾Tags-apka video jis bare me hai usse related  keyword daale
◾Video Thumbnails
video upload ho jane par apko video se li gai kuch image show hogi ap cahe to unme se thumbnails bana sakte hai ya fir
◾Costomised Thumbnails buton par tap karke gallery select kar sakte hai
costomised thumbnails upload karne ke liye apko apna youtube channel verify karna parega 
apko nahi pata youtube channel verify kaise kare to ap ye padhe


youtube par video kaise daalte hain,youtube par apni video kaise daalte hain,youtube par video kaise upload kare in hindi,youtube par video kaise dale in hindi.,google par video kaise upload kare,youtube par video upload kaise kare || jio phone se

Youtube Video Upload Advanced Setings

◾comments- agr ap cahte hai apke video par sabhi log comment kare to allow comments par tik kare
◾users can view ratings for this video par tik mark kare
◾licence and rights owner ownership-standard youtube licence select kare
◾age restriction- agr apka video 18+ hai to ap ise enable kare
◾caegory- select kare

→Last Step-ab video ko public kare
youtube video advanced setings ko sirf first time karna parta hai jab ap next videi dalege tab nahi karni padegi


friends agr ap mobile ka use karte hai or mobile se youtube par vide dalna cahte hai to youtube app se isi trha upload kar sakte hai ye sabhi steps follow karke umeed hai apko youtube par video kaise daale shik liya agar apko koi pareshani ati hai  to ap hume facebook par message kar sakte hum apki puri help karenge 2 second ka samy (time)is post ko social media par share kare jai hind
Read More