motivational लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
motivational लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Gautam Buddha Motivational Story In Hindi

Gautam Buddha Motivational Story In Hindi
Gautam Buddha Motivational Story In Hindi  ye kahani hai bhagwan buddha or ek garib ladke ki jo har roj apne khane ke liye khi na kahi se kuch ekhta karta tha par har roj uska khana gayab ho jata tha ek din use pata chala uska khana cuha cura leta hai usne us cuhe ko pakra or  pucha me itna garib hun fir bhi tu mera hi khana churata hai agr tujhe churana hai to kisi amir ke ghar se chura le use usko koi fark nahi parega fir cuha bola teri kismat kuch hi likha jo tujhe milega bhle tu kitna bhi iqhta kar le  tu apne pas nahi rakh payega ye sun kar ladka bhut shokd hua aisa kaise ho sakta hai cuhe ne kaha agr tumhe janana hai teri  kismat me kya likha hai to tumhe bhagwan buddh ke pass jana hoga wahi tume bata payenge tumahri kismat me kya likha hai wo ladka bhagwan buddh se milne nikal gaya 
bhut rat ho chuki thi isliye usne ek haveli dekhi or unse ek rat wahi stay karne  ki ijazat mangi or use rukne ki anumati mil gai haveli valo ne pucha itni rat ko tum kaha ja rahe ho to usne kaha me buddha ke  pass ja raha hun apni kismat ke bare me puchne to haveli valo ne kha kya tum bhagwan buddh se hamara ye sawal bhi puchoge  hamari ek 16 saal ki ladki hai jo bol nahi sakti ham sisa kya kare jo hamari ladki bolne lage ladke ne kaha jarur puchunga apka  ye sawal or unko dhnyawad kah kar waha se nikal pada adhe raste me use bhut bade bade pahad mile wo badi muski me ek pahad par cadha waha ek jadugar tha jadugar ne ladke se pucha kaha ja rhe ho ladke ne kaha me buddha ke pass ja raha apne kismat ke bare me puchne  jadugar ne kaha kya tum mera bhi ek sawal buddha se puchoge me hajaro sallo se tapsya kar raha hun swarg jane ke liye or meri jankari ke hisab se ab tak to mujhe sawarg chale jana cahiye to me sawarg me jane ke liye aisa kya karu ladke ne me apka ye sawal buddh se jarur puchunga us jadugar ke pas ek chadi thi jiski madad se usne us ladke ko barf ke pahado se us par pahunca diya ja wo  age pahunca  to usne dekha ek bhut vishal badi nadi samundar hai jise wo par nahi kar sakta tha tabhi uski mulakat ek vishal kay kachuye se hui jo use nadi par karane ke lye man gaya par kachye ne pucha tum ja kaha rahe ho to ladke ne kaha me bhagwan buddha ke pass ja rha hun apni kismat ke bare puchne kachuye ne kha kya mera ek sawal bhi puchoge me 500 salo se dragon banane  ki kosis kar rha hun par ab tak nahi bana me aisa kya karu jise me dragon ban paun ladke ne kaha me apka ye sawal jarur puchunga kachuye ne ladke ko apni pith par bethaya or smundar par kara diya  ab ladka bhagwan buddh ke pas pahunc gaya wha or bhut sare log the buddh ne kaha har insan ke me sirf 3 sawalon ke hi jawab dunga  ladka sochne laga mujhe to 4 sawal puchne hai ab wo konse 3 sawal puche  usne kachue ke bare me socha wo 500 salo se dragon banane ki kosis kar rha jadugar to 1000 sall se tapsya kar raha sawarg jane ke liye or wo ladki bina bole apni puri zindgi kaise nikal sakti hai fir usne apne bare me socha me to ek garib bhikari hun jo apni zindi bhik mang kar bhi gujar sakta hun par kchuye,jadugar or ladki  ki paresani mujhse badi hai isliye usne un logo ke 3 sawalon ke jawab bhagwan buddha se puche 

Gautam Buddha Motivational Story In Hindi
question (1) kachua 500 salao se dragan bane ki kosis kar kar rha hai wo aisa kya kare jisse wo dragon ban jaye
answers- jab tak wo apne kawach ko nahi chodega tab tak wo kachua kabhi dragon nahi ban sakega

question(2) jadugar 1000 sall se tapsya kar rha sawarg jane ke lye wo aisa kia kare ki sawarg chala jaye
answers -jadugar ke pas ek chadi hai jise wo apne se dur nahi kar rha wo chadi use sawarg janae se rok rahi  jab wo chadi chod dega sawarg tab wo swarg chala jayega


question(3) wo gungi ladki aisa kya kare jisse wo bolna saru kar sake
answers -jab usko apna jiwan sathi milega tab wo bolna saru kar degi


"Gautam Buddha Motivational Story In Hindi"
ladke bhagwan buddha ko thanks kaha or waha se chala gaya wo fir kachuye ke pas gaya or bola ki buddh ne kha ki tumhe dragon banana hai to tumhe kawach ko chorna hoaga jaise hi kachue ne kawach uatara uske under kimti moti the  kachue ne wo moti ladke ko de diya or wo dragon ban gaya
fir wo ladka jadugar ke pas gaya or bola agr tumhe swarg jana hai to tumhe chadi ko chorna hoga  usne chadi ladke ko de or jadugar sawarg chala gaya uske bad wo usi haveli me gaya jaha usne rat gujari thi waha uske samne wahi gungi ladki ai or boli us rat ko hamari haveli me tumhi aye the na  is tarha se us lake ko  wealth power or ek beautiful jiwan sathi mill gaya life me kuch pane ke lye hame kuch dena parta hai jab jadugar ne apni chadi ladke ko di tab wo sawarg ja paya wese hi zindgi me bhut bada karne ke lye  risk lena hi padta hai jaise kachue ko dragon banane ke liye apne surkcha kawac ko chorna para
Read More

Darpok Pathar Kahani : Short Motivational Story In Hindi

Darpok Pathar Kahani : Short Motivational Story In Hindi
Ek Murtikar  raste se ja raha tha tabhi use ek pathar se thokar lagi to pathar se awaj aai aaha murti banane wala  ne dekha pathar bhut acha hai ise murti bnai ja sakti hai wo use apne sath le  gaya kuch samay bad jab use murti banani thi to use wo pathar yad aya jo raste se utha laya tha  Murti Banane Wale ne pathar ko liya or usper tanki hathoda se usper thokne laga tabhi pathr se awaj aai aahhhaa murtikar ne idhar udher dekha or fir se war kia fir se aawaj aai are mujhe q mar rahe ho bhut dard ho raha hai mujhe chod do murti banane wale ne use chod dia or waps pas me rakh liya
Bhagwan Ki Murti
Murti Kalakar ne dusra pathar liya or usse murti banana saru kar diya is bar koi aawaj nahi aaai kuch samay bad murti ban kar tayar ho gai jo ki bhgwan ki murti thi us murti ko lene log aye or bole hmare bhagwan ki murti taya r hai kalakar ne kaha ji hai ap le jaye tabhi unme se kisi
ne kaha are bhai murti to bhut achi banai hai ab ham ise mandir me sthapit kar denge par hame ek or pathar cahiye jispar sabhi bhaqt nariyal fod sake tab murtikar ne us pathar ko de diya jisme aawaj aa rahi thi
Bhagwan Ki Murti ko mandir me betha diya or us pathar ko samne rakh diya taki sabhi us par nariyal fod sake sabhi bhaqt mandir me ana saru hue bhagwan ki murti ko ache pakwan parshad chada rahe the or ful mala pahna rahe the or us pathar par nariyal fod rahe the wo jor jor se chilla raha the ohhhhreee aaahhhaaree mujhe mat maro mujhe chod do par koi nahi sun raha tha sabhi log apne nariyal us par fod rahe the tab usne 

"Bhagwan Ki Murti" se kaha apki kismat to bhut achi hai sab ap par full mala or pakwan chada rahe hai or mujh par sab nariyal fod rahe tabhi murti ne kaha aj tum meri jgha hote 
agr tum us murti banane wale ki mar sah gaye hote me kuch hatodi ki mar sah gaya or me bhagwan ban gaya or tum nahi sah paye islye tum par aj nariyal fut rahe hai

Moral Stories-life me kitna bhi dard taklif q na ho use samna karo himat rakho acha waqt jarur aye jis taraha murti bane ke liye taklif sahna jaruri hai usi trha life me successful
bane ke liye mehnat ki jarurat hai 
dosto ye thi Darpok Pathar Kahani : Short Motivational Story In Hindi umeed hai apko pasand ayegi or thoda samay nikal kar ise whatsapp facebook par share jarur kare thanks jai hind

Read More

Samsung Company Success Story In Hindi

Samsung Company  Success Story In Hindi
Samsung,2020 dosto aj ham bat karenge world ki sabse janemani populer Smasung Company Success Story History Founder Lee Kun hee ke bare me samsung ka name ate hi hamre dimag(mind) mobile ,smartphone,tv,frize,ac,etc..electronics itam samne ate hai dosto par samsung iske alawa Burj Khalifa,ship,military tank etc bhi banaya hai isse bhi choka dene wali bat ye hai ki google,apple,microsoft company me jitne employee kam karte hai un sabhi ko mila de itne "Smasung Company" me Employee work karte hai samsung ka  Revenue itna adhik hai ki south korea gp 17% hota hai iska matlab hai ki agar samsung kabhi ghate me chali gai to south korea ki Arth Vyavastha hi bigad jayegi ise ye andaja laga sakte company kitni badi hai




Samsung Company  Success Story In Hindi Lee Byung-Chul History


1938 me lee byung -chul ne samsung ki start ki thi saruwat me sirf 40 log isme kam karte the pahle dray food,nuddle,fish ka business karti thi jaise jaise company badi hoti gai wese wese baki any jagho par apna business leke gaye 30 year me  insurence,securty & retail me apne kam ko badahay 1969 me pahli bar Samsung ne Electronics me apna hat ajmaya pahla product
  • sundar pichai biography hindi | google ceo
  • sandeep maheshwari biography in hindi

p-3202 black and white television ko 1970 me launch kia uske bad kai or Electronics Product ko bazar me uatara  jo ki refrigerator, color tv,microwave,vcr banaye 1983 me pahli bar telecommunication me apna kadam rakha sc-100 dult in car phone banaya par ye buri trha se pit gaya  par samsung ne har na mante hue failure research kia or 1988 me sh-100 mobile phone banaya par isko bhi kuch saflta hat na lagi ab tak mobile me kuch khas na kar saki 7 jun 1993 ko unhone chairman ke sath meting rakhi  jisme motorola ki trha ek bhetrin phone banane ko kaha usko kuch samaya bad sh -700 phone launch kiya jo ki logo ko khub pasand aya yahi turning point tha  is phone ka safal hone ka karan ye bhi ki is phone pahle phone mukable kafi research ke bad market me utara gaya iske bad 1996 se lekar 1998  tak samsung ne cdma  me apna kadam jamaye rkha or  cdma market ke 57% apna kabja banaye rakha 2004 me pahli bar india me phone market me utare sruwat itni ashan nahi thi us waqt bhart me nokia
  • gautam buddha motivational story in hindi
  • iphone kiu kharide | iphone kiu nahi kharide

ka dabdaba tha log Noikia par hi bharosa karte the fir 2009-2010 me smasung ne galaxy s launch uske bad to company ne dhoom hi macha di india hi nahi pure world me nam ho gaya galaxy phone bhut populer hue isi karan duniya ki sabse badi it company jisme karib 325000 worker kam karte hai
sath hi international corporate me burj khalifa,patroness tower project hasil kia  k9 thnder nam ka military tank south korea ke liye banaya samsung life insurance  duniya ki 14 number par hai dosto smasung ne iske alawa bhut project par kam kar raha hai  Smasung Company Success Story History ke bare me apne jana 
Read More

Two Line Shayari In Hindi On Life

Two Line Shayari In Hindi On Life
Two Line Shayari In Hindi On Life,Life shayari in hindi,Motivational shayari in hindi,Two line shayari in hindi on life,Ghalib shayari on life,Life love shayari in hindi images,Zindagi ki sachai shayari in hindi,Zindagi ki shayari in hindi,Zindagi 2 line shayari images
हेलो फ्रेंड्स मेरा नाम संदीप टाक है आपका sandeeptak.com वेबसाइट पर स्वागत करता हूं आज हम "Two Line Shayari In Hindi On Life"
हमारा जीवन दुख व सुख से भरा हुआ है जीवन में आगे बढ़ने के लिए हम कई तरह के प्रयास करते हैं इस भागदौड़ भरी जिंदगी में सोशल मीडिया हमें अपने फ्रेंड्स और फैमिली मेंबर्स को कनेक्ट करने में मदद करता है सोशल मीडिया के जरिए हम अपने मन की बात स्टेटस के जरिए शेयर कर सकते हैं व्हाट्सएप स्टेटस आज के समय में अपनी मन की फीलिंग जाहिर करने का सबसे बड़ा जरिया बन गया है पर सभी को Two Line Shayari In Hindi On Life नहीं आते इसलिए हम उन सभी भाइयों के लिए 2 लाइन जीवन शायरी लेकर आया हूं
इन शायरियों की मदद से व्हाट्सएप स्टेटस अपडेट कर सकते हैं


  • Life shayari in hindi
  • Motivational shayari in hindi
  • Two line shayari in hindi on life
  • Ghalib shayari on life
  • Life love shayari in hindi
  • Zindagi ki sachai shayari in hindi
  • Zindagi ki shayari in hindi
  • Zindagi 2 line shayari


Two Line Shayari In Hindi On Life,Life shayari in hindi,Motivational shayari in hindi,Two line shayari in hindi on life,Ghalib shayari on life,Life love shayari in hindi,Zindagi ki sachai shayari in hindi,Zindagi ki shayari in hindi,Zindagi 2 line shayari
Two Line Shayari In Hindi On Life


Two Line Shayari In Hindi On Life



जीवन हमें हमेशा दूसरा मौका जरूर देता है,
जिसे कल कहते हैं!




धूप में निकलो, घटाओं मैं नहाकर देखो,
जिंदगी क्या है किताबों को हटाकर देखो!



ज़िन्दगी में प्यार क्या होता है ये उस शक्श से पुछो
जिसने दिल तोरने क बद भी इंतज़ार किया…!



क्या बेचकर हम खरीदे हैं फुर्सत…
है जिंदगी…
सब कुछ तो गिरवी पड़ा है
जिम्मेदारी के बाजार में!



तुझसे कोई शिकायत नहीं है जिंदगी…
जो भी दिया है वही बहुत है!

Two Line Shayari In Hindi On Life,Life shayari in hindi,Motivational shayari in hindi,Two line shayari in hindi on life,Ghalib shayari on life,Life love shayari in hindi,Zindagi ki sachai shayari in hindi,Zindagi ki shayari in hindi,Zindagi 2 line shayari
Two Line Shayari In Hindi On Life

Motivational Shayari In Hindi Life


जिंदगी में यह हुनर भी आजमाना चाहिए
जंग अगर अपनों से हो तो
हार जाना चाहिए!!




मैंने अपनी ख्वाइशों को दीवार मे चुनवा दिया, खमा-खान ज़िन्दगी मैं
अनारकली बांके नाच रही थी..



यूँ तो मोहब्बत की सारी हकीक़त से वाकिफ है हम,
पर उसे देखा तो सोचा चलो ज़िन्दगी बर्बाद कर ही लेते है..
Two Line Shayari In Hindi On Life,Life shayari in hindi,Motivational shayari in hindi,Two line shayari in hindi on life,Ghalib shayari on life,Life love shayari in hindi,Zindagi ki sachai shayari in hindi,Zindagi ki shayari in hindi,Zindagi 2 line shayari
Two Line Shayari In Hindi On Life

Ghalib Shayari On Life


पैसा कमाने के लिये इतना वक़्त खर्च ना करो की,
पैसे खर्च करने के लिये ज़िन्दगी में वक़्त ही ना मिले। 




दुनिया का सबसे बेहतरीन रिश्ता वहीं होता है
जहाँ एक हल्की सी मुस्कराहट और छोटी सी माफ़ी से ज़िन्दगी दोबारा पहले जैसी हो जाती है..



जिंदगी को इतना सिरियस लेने की जरूरत नही यारों,
यहाँ से जिन्दा बचकर कोई नही जायेगा!



कद बढ़ा नहीं करते, ऐड़ियां उठाने से
ऊंचाईया तो मिलती हैं, सर झुकाने से।
Two Line Shayari In Hindi On Life,Life shayari in hindi,Motivational shayari in hindi,Two line shayari in hindi on life,Ghalib shayari on life,Life love shayari in hindi,Zindagi ki sachai shayari in hindi,Zindagi ki shayari in hindi,Zindagi 2 line shayari
Two Line Shayari In Hindi On Life

 Life Love Shayari In Hindi


जिन जख्मो से खून नहीं निकलता समझ लेना
वो ज़ख्म किसी अपने ने ही दिया है।




फिक्र है सबको खुद को सही साबित करने की,
जैसे ये ज़िंदगी, ज़िंदगी नहीं, कोई इल्जाम है।



जिंदगी में अपनापन तो हर कोई
दिखाता है... पर अपना कौन ??
ये वक्त बताता है..।।
Two Line Shayari In Hindi On Life,Life shayari in hindi,Motivational shayari in hindi,Two line shayari in hindi on life,Ghalib shayari on life,Life love shayari in hindi,Zindagi ki sachai shayari in hindi,Zindagi ki shayari in hindi,Zindagi 2 line shayari
Two Line Shayari In Hindi On Life

Zindagi Ki Sachai Shayari In Hindi


मेरी खामोशियों में भी फसाना ढूँढ लेती है,
बड़ी शातिर है दुनिया मजा लेने का बहाना ढ़ूँढ लेती है।




अकेले ही काटना है मुझे ऐ जिन्दगी का सफर,
यूँ पल-दो-पल साथ चलकर मेरी आदत खराब न करो ।



अकेले ही काटना है मुझे ऐ जिन्दगी का सफर,
यूँ पल-दो-पल साथ चलकर मेरी आदत खराब न करो ।



जिंदगी में खत्म होने जैसा कुछ नहीं होता,
हमेशा एक नई शुरुआत आपका इंतजार करती है!

Two Line Shayari In Hindi On Life,Life shayari in hindi,Motivational shayari in hindi,Two line shayari in hindi on life,Ghalib shayari on life,Life love shayari in hindi,Zindagi ki sachai shayari in hindi,Zindagi ki shayari in hindi,Zindagi 2 line shayari
Two Line Shayari In Hindi On Life

READ MORE
* Latest Rajput Attitude Status In Hindi
100+ Latest Badmashi Khatrnak Status In Hindi 
*  MIRZA GHALIB KI SHAYARI HINDI URDU STATUS
MOTIVATIONAL SHAYARI STATUS IN HINDI
दोस्तों यह है Two Line Shayari In Hindi On Life उम्मीद है यह जानकारी आपको पसंद है ऐसी है और जानकारी के लिए आप हमारे ब्लॉग पर दी गई बाकी की पोस्ट पढ़े और इसे अपने सोशल मीडिया अकाउंट ज्यादा से ज्यादा शेयर करें धन्यवाद जय हिंद जय भारत
Read More

Sandeep Maheshwari Biography Wiki In Hindi

Sandeep Maheshwari Biography Wiki In Hindi

Sandeep Maheshwari Biography Wiki In Hindi

sandeep maheshwari wiki,sandeep maheshwari wikipedia,sandeep maheshwari,motivational quotes,inspirational quotes,workout quotes,motivational speakers,gym motivation quotes,motivation in hindi
हेलो फ्रेंड्स मेरा नाम संदीप टाक है sandeeptak.com वेबसाइट पर आपका स्वागत है आज हम संदीप महेश्वरी की स्टोरी शेयर कर रहे हैं संदीप महेश्वरी आज के समय में सबसे बड़े मोटिवेशनल स्पीकर बन चुके हैं संदीप महेश्वरी फोटोग्राफर है महेश्वरी इमेज बाजार डॉट कॉम के ऑनर है

संदीप का कहना है जिस इंसान ने आज तक कोई गलती नहीं की उसने कुछ भी करने की कोशिश ही नहीं की संदीप महेश्वरी इन हिंदी जिन्होंने अपनी लाइफ में कई फेलियर को देखा और सक्सेस हुए

इमेज बाजार डॉट कॉम पर 10 लाख से ज्यादा इंडियन पिक्चर्स अवेलेबल है 45 कंट्री 7000 से अधिक कस्टमर बाजार कंपनी सालाना करोड़ों रुपए कम आती है संदीप महेश्वरी आज बहुत पॉपुलर हो रहे हैं पर उनकी पापुलैरिटी का कारण उनकी वेबसाइट नहीं है बल्कि उनके इंस्पिरेशनल सेमिनार है जिनसे वह लोगों को अपने मोटिवेशनल स्पीच से मोटिवेट करते हैं लोगों में सकारात्मक सोच भरने का काम सबसे बड़ी बात यह है सारे मोटिवेशनल सेमिनार फ्री मैं यही कारण है कि लोगों का विश्वास उन पर अधिक है

#sandeep maheshwari biography

संदीप महेश्वरी बायोग्राफी इन हिंदी


संदीप महेश्वरी का डेट ऑफ बर्थ 28 सितंबर 1980 को हुआ वह न्यू दिल्ली रहते हैं उनकी फैमिली का बिजनेस एलमुनियम का था जब वह छोटे थे तब एक दिन संदीप जी ने अपने पिता से कहा मुझे साइन कल खरीद कर दो तब पिता ने गुस्से में कहा मैं कोई टाटा बिरला नहीं हो तब संदीप ने अपनी मां के पास गया अच्छा अम्मा ए टाटा बिरला कौन है तब मैंने कहा टाटा बिरला वो लोग हैं जिनके पास पैसे धन ऐसो आराम कि कोई कमी ना हो ऐसा सुनकर संदीप जी बोले मैं भी बड़ा होकर टाटा बिरला बनूंगा तब मैंने कहा जरूर बनना

अचानक से उनके पिता को अपना बिजनेस जोकि एलमुनियम कथा वह एक पार्टनरशिप में था और उनको वह पार्टनरशिप तोड़नी पड़ी जिसके कारण उनकी फैमिली मैं पैसों की आवत बंद हो गई उनके फैमिली की फाइनेंसर कंडीशन दिन पर दिन बहुत खराब होती जा रही थी जिसके बाद उनके पिता को हेल्प करने के लिए उनकी फैमिली ने कई तरह के काम किए एसटीडी लगाना खजूर बेचना पर एक भी काम में वह सक्सेज नहीं हुए तब संदीप ने सोचा मुझे कुछ करना चाहिए एक दिन उनका एक फ्रेंड उन्हें एक सेमिनार में ले गया जहां 21 साल का एक लड़का स्पीच दे रहा था 1 घंटे में कुछ भी समझ नहीं आया लास्ट मैं इस लड़के ने कहा मैं 21 साल का हूं और मैं ढाई लाख रुपए हर महीने कमा रहा हूं यह बात उनके दिमाग में फिट हो गई

उनके मन में यह आया जब यह कमा सकता है या कर सकता है तो मैं क्यों नहीं कर सकता वह कुछ लोगों को लेकर अपने साथ गए ज्वाइन कराने के लिए पर वह मैं भी फेल हुए अपने दोस्त के साथ मिलकर एक इवेंट आर्गेनाईजेशन उसमें भी फेल हुए उसके बाद उन्हें कुछ लोगों ने कहा तुम तो हीरो लगते हो तुम्हें मॉडलिंग करनी चाहिए मॉडल बनने के लिए वह मुंबई चले आए पर इतने सारे लोग जो मॉडल बनने आए हुए थे उनकी बातें सुनकर उन्हें समझ नहीं आया उन्हें मॉडलिंग करनी चाहिए या नहीं आखिरकार वह मॉडलिंग में भी फेल हुए

पर उनको फोटोग्राफी आती थी उन्होंने सोचा क्यों ना सबकी मदद की जाए उन्होंने 2003 में लगातार 10 घंटे और 45 मिनट मैं 22 मॉडल के 10000 पोर्टफोलियो बनाकर वर्ल्ड रिकॉर्ड अपने नाम कर लिया अब उनके मन में विचार आया क्यों ना एक ऐसी वेबसाइट बनाई जाए जहां पर इन सभी मॉडल्स के पिक्चर्स हो और इमेज बाजार डॉट कॉम से वह इमेज को पर्चेज करें वेबसाइट बनाने के बाद सब कुछ अच्छे से चल रहा था कुछ समय बाद उनकी वेबसाइट बहुत ही ओ हो गई और बहुत ज्यादा लोडिंग लेने लगी जिसके कारण कस्टमर नहीं आ पा रहे थे

वेबसाइट को फास्ट बनाने के लिए संदीप 7 दिनों तक अपने ऑफिस में पर वेब डेवलपमेंट सीख रहे थे आखिरकार अपनी वेबसाइट की स्पीड इनकरेज करने का तरीका मिल गया उन्होंने अपने वेब डेवलपर को बताया अब उनकी साइट ग्रो करने लग गई देखते ही देखते इंडिया की नंबर वन इमेज साइट बन गई पर अब भी संदीप महेश्वरी रुके नहीं उन्होंने सोचा कोको मोटिवेट किया जाए उन्होंने सेमिनार किए और एक यूट्यूब चैनल बनाया जिसके बाद उनके एक फॉलोअर्स ने उन्हें कहा इसमें आपको क्या फायदा है जिसके बाद संदीप महेश्वरी ने कहा मैं आपसे जीवन में कभी भी ₹1 भी नहीं लूंगा और मैं अपने यूट्यूब चैनल पर मोनेटाइजेशन को भी कभी फोन नहीं करूंगा मैं सिर्फ आपको मोटिवेट करना चाहता हूं और जीवन में कई सक्सेस फुल लोगों को देखना चाहता हूं

दोस्तों यह थी संदीप महेश्वरी की बायोग्राफी हिंदी में उम्मीद है आपको यह स्टोरी पसंद आई हमारी इस पोस्ट को आप अपने सोशल मीडिया अकाउंट पर शेयर जरूर करें थैंक्स जय हिंद जय भारत
Read More

सुंदर पिचाई:जीवनी Sundar Pichai Biography Hindi | Google CEO

सुंदर पिचाई:जीवनी Sundar Pichai Biography Hindi | Google CEO

सुंदर पिचाई:जीवनी Sundar Pichai Biography Hindi

सुंदर पिचाई:जीवनी,Sundar Pichai Biography Hindi,sundar pichai ka jeevan parichay,sundar pichai story in hindi,sundar pichai kaun hai,sundar pichai ki biography,sandeeptak.com
Dosto aj ham Google Company ke CEO "Sundar Pichai Biography" batane wale hai sundar pichai ke tamil nadu galiyon se lekar google ke ceo banane tak safar Sundar Pichai Success Life Story wo bhi hindi me google company ka ceo banna itna ashan kam nahi par irade majbut ho to kuch bhi namumkin nahi hota hamare liye bade fakr ki bat hai ki pichai indian bhartiya mul ke hai

Read also-  Sandeep Maheshwari Biography Hindi
Goutam Buddha Motivational Story In Hindi

सुंदर पिचाई:जीवनी,Sundar Pichai Biography Hindi,sundar pichai ka jeevan parichay,sundar pichai story in hindi,sundar pichai kaun hai,sundar pichai ki biography,

 Sundar Pichai Biography Hindi

sundar pichai ka pura naam sundar rajan pichai hai inka janam 12/07/1972 ko tamil naduke chote gaanv me hua tha father name raghunath  pichai or mother laxmi hai raghunath pichai electrical engineer  the isi karan sundar pichai ko technology se judne ki parerna unhi se mili unke father ghar me ek landline phone le kar aye jab wo takriban 12 year ke the 

world ki sabse top tech compny ke google ceo ke lye ye unki life ka pahla technology tha sundar pichai ek khasiyat thi  sabhi mobile numbro ko ashani se yad kar lete the or aj bhi un numbro ke bare me unse pucha jaye to wo ashani se bata dete hai  unme har trha ke number or baki sabhi chige yad rakhne ka ek aham gun tha is karan padhai ke sath cricket game me bhi ache the  sath school cricket team ke captain bhi the

sundar ne jawaharlal vidyalaya me apni 10th ki padhai puri ki chennai ke vanawari school se 12th or fir kharagpur iit se engineering puri ki apni mehnat or lagan se unhone har jagha top kiya kharagpur iit me rajat padak se samani kia gaya scholarship lekar unhone age ki padha ke liye california stanford university me admission le liya or bhautik vigyan me master of science ki degree  puri ki mba ki

padhai(study) ke lye wellton school university of pennsylvania chale gaye google me jane  se pahle sundar pichai mckinsey and company or applied materials me bhi unhone kam kia google me sundar pichai 2004 me join hue the saruwat me choti google team ke sath google search toolbar par kam kia or fir unke man me ek idia aya kiu na khud ka internet browser banane ka  sunder ne us waqt ke google ceo ko khud ke internet browser ki bat kahi to unhone bhut mahnga project batakar mana kar dia  leki pichai har nahi mani

google other members se bat kar unhe mana liya sundar pichai ki madad se google ne apna pahla internet browser launch kia jiska nam google crome hai aj crome ko world me sabse jyada use kia jane wala internet browser hai isi mehnat or lagan ke karan unhe  google products par sirsh isthan milta chala gaya dekhte hi dekhte

sundar pichai ceo ki dod me samil ho gaye ise pahle unke pas microsoft or twitter se bhi offers aye par google ne unki mehnat or kabilyat ko dekhte hue unhe jane nahi dia  extra bones kar unhe rok lia  fir 10/08/2015 me sundar pichai ko world ki sabse badi company google ka ceo ke roop me chuna gaya  iske piche sunder ka saral sawbhaw bhi hai wo itne shanti priya hai ki har koi unki bat manta tha

post share jarur kare thanks jai hind 
Read More

APJ Abdul Kalam Inspiring Thoughts In Hindi

APJ Abdul Kalam Inspiring Thoughts In Hindi
"APJ Abdul Kalam Inspiring Thoughts In Hindi",APJ Abdul Kalam Thoughts In Hindi For Students,APJ Abdul Kalam Shayari In Hindi,Inspiring Thoughts A. P. J. Abdul Kalam,apj abdul kalam in hindi,एपीजे अब्दुल कलाम इन हिंदी जीवन परिचय,apj abdul kalam status hindi,apj abdul kalam motivation thought

हेलो फ्रेंड्स मेरा नाम संदीप टाक है मैं आपका sandeeptak.com वेबसाइट पर स्वागत करता हूं आज हम जानेंगे एपीजे अब्दुल कलाम के अनमोल विचार,APJ Abdul Kalam Inspiring Thoughts In Hindi
एपीजे अब्दुल कलाम पूरी दुनिया जानती है एपीजे अब्दुल कलाम भारत रत्न वह भारत के राष्ट्रपति रह चुके हैं साथ ही उन्होंने भारत के लिए वैज्ञानिक क्षेत्र में काम किया है उन्होंने भारत के लिए मिसाइल वह नई टेक्नोलॉजी भारत को एपीजे अब्दुल कलाम मिसाइल मैन भी कहा जाता है
एक अखबार बेचने वाला कैसे राष्ट्रपति पद और भारत रत्न अपने विचारों के दम पर कैसे बना आज हम उन्हीं के अनमोल विचार के साथ शेयर कर रहा हूं


Read More

Chanakya Thoughts In Hindi | Chanakya Niti Quotes

Chanakya Thoughts In Hindi | Chanakya Niti Quotes
हेलो फ्रेंड्स मेरा नाम संदीप टाक है मैं आपका sandeeptak.com वेबसाइट पर स्वागत करता हूं आज हम Chanakya  Niti Thoughts In Hindi  शेयर कर रहा हूं
chanakya quotes,chanakya quotes in hindi,chanakya thoughts,chanakya niti love,chanakya quotes in english,chanakya niti with examples,chanakya quotes,chanakya thoughts in hindi,chanakya neeti quotes,
chanakya quotes,inspirational quotes,positive quotes,success quotes,fitness quotes,best motivational quotes,self motivation quotes,monday motivation,sales quotes

आचार्य चाणक्य के बारे में सभी लोग जानते हैं उन्होंने अपने विचारों और नीति के दम पर चंद्रगुप्त मौर्य को चक्रवर्ती सम्राट बनाया उनके विचारों को दुनिया आज भी फॉलो कर रही है चाणक्य नीति सुविचार सबसे महान है जो व्यक्ति चाणक्य नीति जान ले और वह व्यक्ति अपने जीवन में उन विचारों को अपना ले तो वह व्यक्ति जीवन में कभी असफल नहीं हो सकता
चाणक्य विचार आपका जीवन बदल सकता है चाणक्य स्टेटस अपने व्हाट्सएप पर शेयर कर हम अपने साथ दूसरों का भी जीवन बदल सकते हैं एक लाइन चाणक्य नीति दो लाइन चाणक्य नीति चाणक्य स्टेटस इन हिंदी
chanakya quotes inspirational quotes positive quotes success quotes fitness quotes best motivational quotes self motivation quotes monday motivation sales quotes chanakya quotes chanakya quotes in hindi chanakya thoughts chanakya niti love chanakya quotes in english chanakya niti with examples chanakya quotes in kannada chanakya thoughts in hindi chanakya neeti quotes chanakya quotes in telugu

Chanakya Thoughts In Hindi | Chanakya Niti Quotes


"जो गुजर गया उसकी चिंता नहीं करनी चाहिए, ना ही भविष्य के बारे में चिंतिंत होना चाहिए। समझदार लोग केवल वर्तमान में ही जीते हैं।" ~ आचार्य चाणक्य


"दुर्बल के साथ संधि ना करें।" ~ आचार्य चाणक्य

"किसी विशेष प्रयोजन के लिए ही शत्रु मित्र बनता है।" ~ आचार्य चाणक्य

"संधि करने वालों में तेज़ ही संधि का होता है।" ~ आचार्य चाणक्य

"कच्चा पात्र कच्चे पात्र से टकराकर टूट जाता है।" ~ आचार्य चाणक्य

"संधि और एकता होने पर भी सतर्क रहें।" ~ आचार्य चाणक्य

"शत्रुओं से अपने राज्य की पूर्ण रक्षा करें।" ~ आचार्य चाणक्य

"शिकारपरस्त राजा धर्म और अर्थ दोनों को नष्ट कर लेता है।" ~ आचार्य चाणक्य

"भाग्य के विपरीत होने पर अच्छा कर्म भी दु:खदायी हो जाता है।" ~ आचार्य चाणक्य

"पृथ्वी सत्य पे टिकी हुई है। ये सत्य की ही ताक़त है, जिससे सूर्य चमकता है और हवा बहती है। वास्तव में सभी चीज़ें सत्य पे टिकी हुई हैं।" ~ आचार्य चाणक्य

"फूलों की खुशबू हवा की दिशा में ही फैलती है, लेकिन एक व्यक्ति की अच्छाई चारों तरफ फैलती है।" ~ आचार्य चाणक्य

"जो हमारे दिल में रहता है, वो दूर होके भी पास है। लेकिन जो हमारे दिल में नहीं रहता, वो पास होके भी दूर है।" ~ आचार्य चाणक्य

"जैसे एक सूखा पेड़ आग लगने पे पुरे जंगल को जला देता है। उसी प्रकार एक दुष्ट पुत्र पुरे परिवार को खत्म कर देता है।" ~ आचार्य चाणक्य

"सोने के साथ मिलकर चांदी भी सोने जैसी दिखाई पड़ती है अर्थात सत्संग का प्रभाव मनुष्य पर अवश्य पड़ता है।" ~ आचार्य चाणक्य

Chanakya Quotes In Hindi



"ढेकुली नीचे सिर झुकाकर ही कुँए से जल निकालती है अर्थात कपटी या पापी व्यक्ति सदैव मधुर वचन बोलकर अपना काम निकालते हैं।" ~ आचार्य चाणक्य

"अशुभ कार्यों को नहीं करना चाहिए।" ~ आचार्य चाणक्य

"समय को समझने वाला कार्य सिद्ध करता है।" ~ आचार्य चाणक्य

"समय का ज्ञान ना रखने वाले राजा का कर्म समय के द्वारा ही नष्ट हो जाता है।" ~ आचार्य चाणक्य

"नीतिवान पुरुष कार्य प्रारम्भ करने से पूर्व ही देश-काल की परीक्षा कर लेते हैं।" ~ आचार्य चाणक्य

"परीक्षा करने से लक्ष्मी स्थिर रहती है।" ~ आचार्य चाणक्य

"मूर्ख लोग कार्यों के मध्य कठिनाई उत्पन्न होने पर दोष ही निकाला करते हैं।" ~ आचार्य चाणक्य

"कार्य की सिद्धि के लिए उदारता नहीं बरतनी चाहिए।" ~ आचार्य चाणक्य

जो तुम्हारी बात को सुनते हुए इधर-उधर देखे उस आदमी पर कभी भी विश्वास न करे.
Chanakya चाणक्य

एक अनपढ़ व्यक्ति का जीवन उसी तरह होता है जैसे की किसी कुत्ते की पूछ जो न ही उसके पीछे का भाग ढकती है और न ही उसे कीड़ो से बचाती है.

Chanakya चाणक्य


 सोने के साथ मिलकर चांदी भी सोने जैसी दिखाई पड़ती है अर्थात सत्संग का प्रभाव मनुष्य पर अवश्य पड़ता है।

ढेकुली नीचे सिर झुकाकर ही कुँए से जल निकालती है।  अर्थात कपटी या पापी व्यक्ति सदैव मधुर वचन बोलकर अपना काम निकालते है।

आग में आग नहीं डालनी चाहिए। अर्थात क्रोधी व्यक्ति को अधिक क्रोध नहीं दिलाना चाहिए।

शासक को स्वयं योगय बनकर योगय प्रशासकों की सहायता से शासन करना चाहिए।

Chanakya Thoughts



पडोसी राज्यों से सन्धियां तथा पारस्परिक व्यवहार का आदान-प्रदान और संबंध विच्छेद आदि का निर्वाह मंत्रिमंडल करता है।

चतुरंगणी सेना (हाथी, घोड़े, रथ और पैदल) होने पर भी इन्द्रियों के वश में रहने वाला राजा नष्ट हो जाता है।

मृतिका पिंड (मिट्टी का ढेला) भी फूलों की सुगंध देता है। अर्थात सत्संग का प्रभाव मनुष्य पर अवशय पड़ता है जैसे जिस मिटटी में फूल खिलते है उस मिट्टी से भी फूलों की सुगंध आने लगती है।

मुर्ख व्यक्ति उपकार करने वाले का भी अपकार करता है। इसके विपरीत जो इसके विरुद्ध आचरण करता है, वह विद्वान कहलाता है।

उपार्जित धन का त्याग ही उसकी रक्षा है।  अर्थात उपार्जित धन को लोक हित के कार्यों में खर्च करके सुरक्षित कर लेना चाहिए।

गाय के पीछे चलते बछड़े के समान सुख-दुःख भी आदमी के साथ जीवन भर चलते है।

राजा अपने गुप्तचरों द्वारा अपने राज्य में होने वाली दूर की घटनाओ को भी जान लेता है।

 प्रजाप्रिय राजा लोक-परलोक का सुख प्रकट करता है।

व्यक्ति अकेले पैदा होता है और अकेले मर जाता है; और वो अपने अच्छे और बुरे कर्मों का फल खुद ही भुगतता है; और वह अकेले ही नर्क या स्वर्ग जाता है

पहले पांच सालों में अपने बच्चे को बड़े प्यार से रखिए । अगले पांच साल उन्हें डांट – डपट के रखिए । जब वह सोलह साल का हो जाये तो उसके साथ एक मित्र की तरह व्यवहार करिए । आपके वयस्क बच्चे ही आपके सबसे अच्छे मित्र है ।

कोई काम शुरू करने से पहले, स्वयं से तीन प्रश्न कीजिए – मैं ये क्यों कर रहा हूँ, इसके परिणाम क्या हो सकते हैं और क्या मैं  सफल हो सकूंगा। जब गहराई से सोचने पर इन प्रश्नों के संतोषजनक उत्तर मिल जाए, तभी आगे बढ़ें

जिस प्रकार एक सूखे पेड़ को अगर आग लगा दी जाये तो वह पूरा जंगल जला देता है, उसी प्रकार एक पापी पुत्र पूरे परिवार को बर्बाद कर देता है।


READ MORE
Latest Rajput Attitude Status In Hindi
100+ Latest Badmashi Khatrnak Status In Hindi
MOTIVATIONAL SHAYARI STATUS IN HINDI
GOOD MORNING THOUGHTS IN HINDI
Good Night Shayari With Image
दोस्तों यह है Chanakya Thoughts In Hindi | Chanakya Niti Quotes उम्मीद है यह जानकारी आपको पसंद आएगी ऐसी ही और जानकारी के लिए आप हमारे ब्लॉग पर दी गई बाकी की पोस्ट पढ़े और इसे अपने सोशल मीडिया अकाउंट पर आधा से ज्यादा शेयर करें धन्यवाद जय हिंद जय भारत
Read More