Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Jankari

Hello dosto ap cahe Blogger ho ya Youtuber apko "Earning" karne ke liye Google Adsense par Account banana parega aj hum janege "Google Adsense Account Kaise Banaye" blog,website or youtube par paise kamane ke liye adsense ke alawa ap Affiliate Marketing se bhi paise kama sakte hai har blogger ka sapna hota hai wo "Google Adsense Publisher" bankar  adsense ads apne blog par lagaye par niyam bhut sakht hone ke karan sabka Adsense Approval nahi milta how to Get Adsense Approval for youtube,blogger is par hum bad me apke liye post likhenge par agr apka blog par first day se income karni hai to ap Revenuehits,Bidvertiser ke ads lagakar earning kar sakte hai



Google Adsense Account Create Karne Ke Liye Hamare Passs Kya Hona Cahiye 

adsense publisher account free me banta hai par jaise ki maine apko bataya iske ruls bhut sakht hai uska palan karna bhut jaruri hai nahi to apka account disable or suspend ho jayega
1-#Website-agar apko nahi pata website,blog kaise banaye to post read kare adsense apply karne ke liye apke blog par 10-15 artical hona jaruri hai  200 se 300 organic traffic fast loading advertiser friendly temples
#Youtube-youtube bhi google ka product hai jispe video upload kar sakte hai video monetization youtube se paise kama sake hai agar ap youube channel kaise banaye janna cahte hai to ye padhe
2-#Gmail id-gmail google ka product hai is par ap free account create kar sakte hai


Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Jankari

  1. sabse pahle adsense site par jaye
  2. google adsense sign up now kare 
  3. apne website,blog ka url dale
  4. gmail address dale
  5. get helpful adsense info- ke liye yes kare
  6. contry or territory slect kare
  7. please review and accept our terms and conditions yes kare
  8. save and continue kare

 Read Also-→
∎revenuehits se paise kaise kamaye
∎how to create a skrill account
∎Bidvertiser se earning kaise kare
∎facebook se paise kamane ke 7 aashan tarike
∎slide app se paise kaise kamate hai
∎flipkart se paise kaise kamaye

Next Page-Payment Address Details 
  1. account type-individual kare
  2. name and address-naam likhe
  3. addresss apne ghar ka pata likhe
  4. own/city-daale
  5. post code- pin code daale
  6. state- exampal rajsthan
  7. phone numbere dale
  8. submit kare

ab adsense html code ko apne blog ke head me daale or kuch time wait kare apka account approve hone me 24 se 48 hour lag sakte hai  agar apka website blogspot par hai to apko 6 mahine bad apply karna cahiye or direct blogspot se apply kar sakte hai youtube ke liye bhi apko youtube adsense apply karna parega jiske bare me hum next post me details me bat karenge  dosto umeed hai google adsense publisher account kaise banaye iske bare me apko jankari mill gai koi pareshani dikat aye to ap hamare facebook page par hame massage kar sakte hai hum apki puri help karenge agar apko hamare dawara di gai jankari pasand aai to is artical ko jyada se jyada share kare jai hind

Author:

Facebook Comment