Google Adsense लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Google Adsense लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Jankari

Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Jankari
Hello dosto ap cahe Blogger ho ya Youtuber apko "Earning" karne ke liye Google Adsense par Account banana parega aj hum janege "Google Adsense Account Kaise Banaye" blog,website or youtube par paise kamane ke liye adsense ke alawa ap Affiliate Marketing se bhi paise kama sakte hai har blogger ka sapna hota hai wo "Google Adsense Publisher" bankar  adsense ads apne blog par lagaye par niyam bhut sakht hone ke karan sabka Adsense Approval nahi milta how to Get Adsense Approval for youtube,blogger is par hum bad me apke liye post likhenge par agr apka blog par first day se income karni hai to ap Revenuehits,Bidvertiser ke ads lagakar earning kar sakte hai



Google Adsense Account Create Karne Ke Liye Hamare Passs Kya Hona Cahiye 

adsense publisher account free me banta hai par jaise ki maine apko bataya iske ruls bhut sakht hai uska palan karna bhut jaruri hai nahi to apka account disable or suspend ho jayega
1-#Website-agar apko nahi pata website,blog kaise banaye to post read kare adsense apply karne ke liye apke blog par 10-15 artical hona jaruri hai  200 se 300 organic traffic fast loading advertiser friendly temples
#Youtube-youtube bhi google ka product hai jispe video upload kar sakte hai video monetization youtube se paise kama sake hai agar ap youube channel kaise banaye janna cahte hai to ye padhe
2-#Gmail id-gmail google ka product hai is par ap free account create kar sakte hai


Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Jankari

  1. sabse pahle adsense site par jaye
  2. google adsense sign up now kare 
  3. apne website,blog ka url dale
  4. gmail address dale
  5. get helpful adsense info- ke liye yes kare
  6. contry or territory slect kare
  7. please review and accept our terms and conditions yes kare
  8. save and continue kare

 Read Also-→
∎revenuehits se paise kaise kamaye
∎how to create a skrill account
∎Bidvertiser se earning kaise kare
∎facebook se paise kamane ke 7 aashan tarike
∎slide app se paise kaise kamate hai
∎flipkart se paise kaise kamaye

Next Page-Payment Address Details 
  1. account type-individual kare
  2. name and address-naam likhe
  3. addresss apne ghar ka pata likhe
  4. own/city-daale
  5. post code- pin code daale
  6. state- exampal rajsthan
  7. phone numbere dale
  8. submit kare

ab adsense html code ko apne blog ke head me daale or kuch time wait kare apka account approve hone me 24 se 48 hour lag sakte hai  agar apka website blogspot par hai to apko 6 mahine bad apply karna cahiye or direct blogspot se apply kar sakte hai youtube ke liye bhi apko youtube adsense apply karna parega jiske bare me hum next post me details me bat karenge  dosto umeed hai google adsense publisher account kaise banaye iske bare me apko jankari mill gai koi pareshani dikat aye to ap hamare facebook page par hame massage kar sakte hai hum apki puri help karenge agar apko hamare dawara di gai jankari pasand aai to is artical ko jyada se jyada share kare jai hind
Read More

AdSense Hosted Vs Non-Hosted Account Me Difference Kya Hai

AdSense Hosted Vs Non-Hosted Account Me Difference Kya Hai
Hello dosto aj ham janege Difference Between Hosted And Non Hosted Adsense Account  ke bare me bhut sare new Adsense Publisher apne account me hosted or non hosted dekhkar sochne lagte hai hosted or non hosted adsense account me kya fark hai ise hamare account kya advantages and disadvantages hai google adsense kya hai or usme account kaise banaye iske bare me ham pahle hi post likh chuke hai ap wo read kar sakte hai bhut sare user ke man me ye bhi bhi confusion rahti hai kya Admob hi adsense hai ya dono alag alag hai 
Difference Between Hosted And Non Hosted Adsense Account In Hindi,How To Convert Hosted Adsense To Non Hosted,What Is Google Adsense In Hindi,

What Is Google Adsense In Hindi 


wese to dosto iske bare me ham pahle hi bata chuke hai or internet par blogging karke paise kamane walo ko adsense ke bare me puri jankari hoti hai  aye fir bhi new users ko bata de what is google adsense in hindi  
Adsense google ki ek service hai jisme ap "Adsense Publisher Account" banakar apne blog,website or youtube par ads laga sakte hai adsense apna commission cut karke baki earning apke khate me add kar deta hai saf sabdo me kahe to ye ek make money website hai
adsense link ads kaise banaye
adsense me bank account kaise add kare
adsense ads blogger blog me kaise lagaye
google adsense account kaise banaye setp by steps
Google Adwords par advertiser apna account bana kar google ko Advertisement deta hai or google adsense ke thru publisher me ads bant deta hai advertiser se liye paiso se apna hisa rakh kar baki hame de deta hai



Difference Between Hosted And Non Hosted Adsense Account

"Hosted And Non Hosted Adsense Account" me kafi difference hai par agar apke pas hosted adsense account hai to ap use non hosted me convert kar sakte hai  iske bare me apko last me batunga how to convert hosted adsense to non hosted

What Is Hosted Account In Adsense

youtube or blogger subdomain se adsense apply karne par apko hosted account milega jiska matlab hai iske ads ap sirf youtube channel or blogger subdomain par laga sakte hai sub domain or custom domain kya hai iske bare me ham apko pahle hi bata chuke hai 

What Is Non Hosted Account In Adsense


Non hosted account ka use ap blogger with custom domain,wordpress youtube,sabhi platform par kar sakte hai ye ek full approve non hosted hai 
Admob-bhi adsense me ata hai admob ka use apps me ads lagane ke liye kia jata hai 

How To Convert Hosted Adsense To Non Hosted

adsense hosted or non hosted difference  to apko pata chal gaya hoga ab jan lete hai hosted account ko non hosted me convert kaise kare
sabse pahle ek custom domain buy kare or apne blogger blog me add kare or kuch new post likhe organic traffic laye

  • ab hosted account ko login kare
  • adsense settings me jaye
  • my site par tap kare
  • plus icon par tap kare 
  • apna new blog url add kare
  • ab my ads page me jaye
  • ad units par tap kare
  • new ad unit create kar 
  • ad code ko blogger javascript kare

kuch samay ka wait kare apke site par jaise hi ads live ho jayenge apko mail miljayega
godaddy se domain kaise buy kare
blogger par custom domain kaise lagaye

last word -umeed hai dosto apko adsense hosted or non hosted me kya fark hai pata chal gaya hoga adsense ke bare me hamne or bhi post likhe hai please unhe bhi read kare or thoda samay nikal kar is jankari ko social media par share jarur kare thanks jai hind 
Read More