Android Mobile लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Android Mobile लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

WhatsApp Sent Message Kaise Delete Kare #Delete For Everyone

WhatsApp Sent Message Kaise Delete Kare #Delete For Everyone
WhatsApp Sent Message Kaise Delete Kare #Delete For Everyone Hello dosto whatsapp app ka istemal to ap sabhi log karte honge whatsapp samay samay par new features in whatsapp update karta rahta hai ane wale new features ko pahle beta version of whatsapp me ata hai ap bhi beta tester bankar ane wale new update ko pahle hi dekh sakte hai hal hi me "Whatsapp Message Delete For Everyone" ko all user ke liye  launch kiya gaya hai jisme ap galti (mistake) se send kiye hue massage ko wapas la sakte hai matlab delete kar sakte hai  jisko apne whatsapp sms send kiya delete for everyone karne ke bad use wo sms show nahi karega ye features kafi use full hai ap kisi se chating kar rahe hote hai or jane anjane apse aisa kuch send ho jata hai jo apko nahi bhejna tha to us galti ko turant thik kiya ja sakta hai pahle jab hum massage delete karte the to sirf hamare liye delete hote the delete for me aye  jante hai is features ko kaise use kare


WhatsApp Sent Message Kaise Delete Kare #Delete For Everyone

How To Delete Whatsapp Message After Sending In Hindi



  1. sabse pahle apne mobile me whatsapp khole
  2. jisko apne galti se sms send kiya hai us chat ko khole
  3. jis massage ko delete karna hai use tap kare
  4. delete symbol ok kare
  5. ab delete for everyone kare


Ye Bhi Padhe-
◾ek mobile me 2 whatsapp kaise chalaye
◾whatsapp status change kaise kare
◾whatsapp ke rochak tathya
WhatsApp Sent Message Kaise Delete Kare #Delete For Everyone
Read Also-
◾whatsapp new group kaise banaye
◾whatsapp account delete kaise kare
◾whatsapp businesss account kaise banaye

WhatsApp Sent Message Kaise Delete Kare #Delete For Everyone Ab apka whatsapp send massage usko dikhai nahi dega wo delete ho gaya hai agar ap delete for me choose karte hai to sms sirf apke liye delete hoga ye bhut hi use usfull update hai dosto umeed hai apko ye jankari pasand aai hai to is post ko jyada se jyada share kare jai hind
Read More

Gravity Launcher Vs Apne SmartPhone Ko Banaye Stylish

Gravity Launcher Vs Apne SmartPhone Ko Banaye Stylish
Hello doso agr ap android mobile user hai or ap apne phone ke ek jaise look ko dekh kar boor ho gaye hai to is post me ham apko ek aisi application ke bare me batane ja rahe jise apka "Apps To Make Your Phone Look Cool" dikhega jab ham New Smartphone kharidte (buy) hai tab ham sab ko ek old look dekhne ko milta hai wahi Icons,company Theme,Wallpepar kuch apps hame apne mobile me alag se kuch apps download karni  parti hamari jarurat ke anusar google play store par apko bhut sari application mill jaygi jo apke mobile ko cool banaye par konsi app proper work kar rahi 100% or konsi apps apke liye use full nahi hai iske liye ham find karke late hai apke liye best app doso aj jis application ko me lekar aya hun uska naam hai gravity launcher vs

Gravity Launcher Vs Apne SmartPhone Ko Banaye Stylish


  1. sabse pahle Google Play Store khole
  2. search kare Gravity Launcher Vs
  3. ab apko jo pahli app dikh rahi use instal kare
  4. Next buton dabaye
  5. ek popup khulega jisme likha hoga Select Launher use ok kare
  6. Home Screen par aa jaye 
  7. Boom ab apke icons ko dekhe 



is Android Applications se apke mobile me jo bhi icon hai wo gravity(Gurutvakarshan bal ) zone me aa jate hai ise ap apna mobile jis taraf karege smartphone icons us tarfa ho jayaege uper niche daye baye jaise ap cahe sath ye ek gravity app hai to apke icons apne app hilte rahe unhe tuch karke ap yaha waha gira sakte hai doso mujhe ye bhut pasand isliye mene gravity launcher vs app review  kiya hai umeed hai ye android trick apko bhut pasand ayegi aise hi Amazing Information read karne ke liye ap is post ko apne social media par share kare jise hame ye pata chale ki app hamare artical ko pasand kar rahe hai Jai Hind
Read More