Google Analytics Par Account Kaise Banaye #Blog Submit

Hello dosto aj ham janege Google Analytics Par Account Kaise Banaye Blog,Website Ko Add karne ke lye,Google Analytics Kya Hai friends standard google analytics ke bare me apne suna ya padha to hoga hi agar ap Blogger Beginner hai to ye jankari apke liye bhut help full rahegi lagbhag sabhi blogger cahte hai ki unki website/blog par kitne visiter aye or kaha se aye unka trafic organic hai ya direct konsi country visitor jyada aa rahe hai unke blog ko visiter pasand kar bhi rahe hai ya nahi isliye google ne Analytics Services ko saru kia jisme log apne blog/website ko jod kar apne Website Visitor Tracking Free me kar sakte hai sath hi apko Google Search Console,Webmaster Tools ka bhi use karna cahiye


Google Analytics account create,Google Analytics Par Account Kaise Banaye
Google Analytics Par Account Kaise Banaye
➨blog me custom domain kaise lagaye

Google Analytics Kya Hai

Google Analytics Products google ki services hai jisme ap account banakar apne blog ko submit kar sakte hai or apne website par ane wale visiters ki jankari le sakte hai example-visiter kha se aya,kitni der apki site par ruka,etc.. Is Google Analytics Free hai

Google Analytics Par Kya Kya Dekh Sakte Hai

analytics par ham visiter ke bare me or apni site ke bare me bhut kuch jan sakte hai or apni site ki traffic increase kar sakte hai

  1. Real Time Visite-matlab is waqt apki site par kitne visiter mojud hai
  2. Users Right Now By Device category-mobile ,tablet or desktop
  3. User Right Now By Page-kone page par apka vister visit kia hai
  4. User Right Now By Source- social,organic,referral,paid,other
  5. user Right Now By Keyword-konse word search karke apke blog par aya hai
  6. Country-konse desh se hamre blog par trafic aya hai 
  7. Language-apke visiter ko konsi bhasa ati hai wo dekh sakte hai
  8. Browser-ye bhut jaruri hai apko pata hona cahiye apka visite konse browser se apke blog par visit kar raha hai
  9. New vs. Returning-kine new or kitne old yani waps aa rahe hai
  10. Bounce Rate-se ap pata laga sakte hai apki site ko kitna pasand or na pasand kia ja raha hai

Account Banane Ke Liye Hamare Pas Kya Ho Cahiye

1-gmail account
2-website/blog

Google Analytics Par Account Kaise Banaye #Blog Submit

1-https://analytics.google.com/analytics/ site par jaye


Google Analytics Par Account Kaise Banaye
➨event blogging tips and tricks

2-sign up ar tap kare
3-mobile/website slect kare
4-account name- apna name dale
5-website name-apki website ka jo name ho wale dale jaise kaise how
6-website url-pahle http:// or https:// slect kare fir www. ke sath apni site ka domain dale
7-industry category-me apne site ki category chose kare
8-reporting time zone-apni country slect kare or time bhi
9-data sharing settings -sabhi ko tick mark kare jaise screen shot me diya hua hai
10-get tracking id par tap kare


Google Analytics Par Account Kaise Banaye
➨free blog/website kaise banaye

11-terms of service agreement page khulega use read kar ke accept kare
12-i accept


google analytics verification
➨adsense ads blog me kaise lagaye
13-ab apke samne new page khulega jisme apko tracking id di hui hai jise apko blog me daal kar Google Analytics Verification karna parega

google analytics verification
➨how to create free wordpress website

Google Analytics Verification Kaise Kare



1-blogger me apna blog khole
2-settings me jaye
3-other par tap kare
4-scroll down kare
5-google analytics web propery id? dikhega uske samne tracking id code dalna hai 
6-save settings kare
congratulations apka verification successfully ho gaya hai ab apki site par ane wale visiters ko ap track kar sakte hai


Google Analytics Par Account Kaise Banaye Blog,Website Ko Add karne ke lye
➨how to use google trending keyword

How To Use Google Analytics



Last Word-google analytics account me ap 100 blog/website ko add kar sakte hai umeed hai friends apko samjh aa gaya hoga analytics account kaise banaye or kaise blog ko submit kare agr apko koi preshani aye to ap hame comment kar puch sakte hai thoda sa samay nikal kar is post ko social media par jarur share kare thanks jai hind

Author:

Facebook Comment